Taqdeer shayari, quotes,status, poetry-apnishayeri
Taqdeer shayari
लोग लाख कहें ये मुमकिन नहीं,मैं ने उसके कुन से तकदीर बदलते देखी है।
log laakh kahen yeh mumkin nahi,
main ne uske kun se taqdeer bdalte dekhi hain.
Taqdeer par shayari
वो जो तकदीर में लिखे नहीं होते,
उन्हीं की आरजू़ को इश्क कहते हैं।
wo jo taqdeer me likhe nahi hote,
unhi ki aarzoo ko ishq kahte hain.
Taqdeer shayari in hindi
सोचा ना था तकदीर यहां लाएगी,
मंजिल पर पहुंच कर ही जान चली जाएगी।
socha na tha taqdeer yahan laayegi,
manzil par pahuch kar hi jaan chali jayegi.
Taqdeer shayari image
कल तक था एहसास किसी के होने का,
आज है दर्द सिर्फ उसे खोने का,
हम दोनो को नहीं था कसूर उसमे,
तकदीर का फैसला था जुदा होने का।
kal tak tha ahsaas kisi ke hone ka,
aaj hai dard sirf usko khone ka,
ham dono ka nahi tha qasoor usme,
taqdeer ka faisla tha juda hone ka.
Taqdeer shayari in English
तकदीर के लिखे पर कभी शिकवा न किया कर,
तू इतना अकलमंद नहीं जो खुदा के इरादे समझ सके।
taqdeer ke likhe par kabhi shikwah na kiya kar,
tu itna aqalmand nahi jo khuda ke irade samjh sake.
वक्त और तकदीर शायरी
कभी तकदीर पे मातम कभी महबूब से शिकवा,
ऐ मंज़िले मुहब्बत तेरे हर मोड़ पर रोना आया।
kabhi taqdeer pe matam kabhi mahboob se shikwah,
aye manzile Muhabbat tere har mod par rona aya.
तकदीर बनाने वाले तूने भी हद कर दी शायरी
मेरी तकदीर में जलना है तो जल जाउंगा,
तेरा वादा नहीं हूं जो बदल जाऊंगा।
meri taqdeer me jalna hai to jal jaunga,
tera wada nahi hun jo badal jaunga.
नसीब का खेल शायरी
कितने मजबूर हैं तकदीर के हाथो,
ना उसे पाने की औकात है ना उसके खोने का हौसला।
kitne majboor hain taqdeer ke hatho,
naa usse paane ki auqat hai na uske khone ka hausla.
तकदीर में 40 शायरी
शायद वो लिख दे तुझे मेरी तकदीर में,
तू तकदीर लिखने वाले से जरा ज़िद्द तो कर।
shayad wo likh de tujhe meri taqdeer me,
tu taqdeer likhe wale se zara zidd to kar.
तकदीर पर दर्द शायरी
मुझे मलूम है मेरा मुकद्दर तुम नहीं लेकिन,
मेरी तकदीर से छुप कर मुझे एक बार मिल जाओ।
mujhe maloom hai mera muqaddar tum nahi lekin,
meri taqdeer se chup kar mujhe ek baar mil jao.
Taqdeer shayari in hindi image
आज मैंने तलाश किया उसे अपने आप में,
वो मुझे हर जगह मिला सिवाय मेरी तकदीर के।
aaj maine talash kiya usko apne aap me,
wo mujhe har jagah mila siwaye meri taqdeer ke.
Taqdeer shayari dp
कुछ हार गए तकदीरे, कुछ टूट गए सपने,
कुछ गैरो ने किया बरबाद, कुछ छोड़ गए अपने।
kuch haar gyi taqdeere, kuch toot gye sapne,
kuch gairo ne kiya barbad, kuch chod gye apne hain.
Taqdeer shayari status
Taqdeer shayari heart touching
मेरे पक्के इरादे खुद बदलेंगे मेरी तकदीर को,
मेरी हाथो की लकीरे मुहताज नहीं किस्मत की।
mere pakke irade khud badlenge meri taqdeer ko,
meri hatho ki lakeere muhtaj nahi qismat ki.
Allama iqbal, taqdeer shayari
खुदी को कर बुलंद इतना की हर तकदीर से पहले,
खुदा बंदे से खुद पूछे बता तेरी रजा़ क्या है...
अल्लामा इकबाल
khudi ko kar buland itna ki har taqdeer se pahle,
khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai...
allama iqbal
Taqdeer badal jati hai shayari
ऐसे जुड़ जा मेरी जान मेरी तकदीर के साथ,
जैसे मशूर है रांझा की वफा हीर के नाम के साथ।
aise jud jaa meri jaan meri taqdeer ke saath,
jaise mashhur hai ranjha ki wafa heer ke nam ke sath.
Taqdeer ki shayari hindi
एक पत्थर की भी तकदीर बदल सकती है,
शर्त ये है की सलीके से संवारा जाए।
ek pthar ki bhi taqdeer badal sakti hai,
shart yeh hai ki saleeqe se sanwara jaye.
Taqdeer shayari dard bhari
खुशी तकदीर में होनी चाहिए,
तस्वीर में तो हर कोई मुस्कुराता है।
khushiya taqdeer me honi chahiye,
tasweer me to har koi muskurata hai.
Taqdeer shayari download
मिट्टी में मिला देती है हंसते हुए चेहरे,
तकदीर को रिश्तों की पहचान कहां है।
mitti me mila deti hai hanste hue chehre,
taqdeer ko rishto ki pahchan kahan hai.
तकदीर को बनाने वाले तू ने कमी ना की
तकदीर को बनाने वाले तू ने कमी ना की,
अब किसको क्या मिला मुकद्दर की बात है।
taqdeer ko banane wale tu ne kami na ki,
ab kisko kya mila muqaddar ki baat hai.
Shayari about taqdeer
तकदीर ने इश्क ने मुहब्बत ने दोस्तो ने,
जिसने भी चाहा सर ए आम तमाशा बना दिया।
taqdeer ne ishq ne muhabbat ne dosto ne,
jisne bhi chaha sar e aam tamasha bana diya.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें