judai par best shayari | जुदाई पर चुनिन्दा शायरी | apnishayeri
Latest judai shayari उसकी चाहत ने मुझे इतना मजबूर किया है असफी, सिर्फ उसकी जुदाई के सिवा मुझे कोई तोड़ नहीं सकता। uski chaahat ne mujhe itna mazboot kiya hai asfi, sirf uski judaai ke siwa mujhe koi tod nahi sakta. ______________________________________________ judai par shayari - जुदाई पर शायरी किसी की जुदाई पर कभी आँसू नहीं बहाना, जाने वाले कभी लौट के आया नहीं करते। kisi ki judaai par kabhi aansoo nahi bahana , jaane wale kabhi laut ke ayaa nahi karte. Sad shayari ______________________________________________ Dard e Judai Shayari In Hindi हर रात चिरागो की तरह जलती है आंखें, क्या कोई चला जाए तो यूं होता है असफी। har raat chirago ki tarah jalti hain aankhe, kya koi chala jaye to yun hota hai asfi. ______________________________________________ Judai Shayari 2 Line -जुदाई शायरी 2 लाइन जुदाई पर ही क़ायम है निज़ाम-ए- ज़िंदगानी भी, जुदा होता है साहिल से गले मिल मिल के पानी भी। judaai par hi qaayam hai nizaam-e- zindgaani bhi, juda hota hai saahil se gale mil m...