संदेश
नवंबर, 2021 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं
Qismat shayari, taqdeer shayari -किसमत पर शायरी - apnishayeri
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
लेखक:
apnishayari
-
Kismat par shayari [1] खाली हाथो को कभी गौर से देखा है फ़राज़, किस तरह लोग लकीरो से निकाले जाते हैं। khali hatho ko kabhi gaur se dekha hai faraz, kis tarah log lakeero se nikal jate hain. Kismat par shayari image [2] किस्मत बुरी या मैं बुरा ये फैसला ना हो सका, मैं हर किसी का होगया, कोई मेरा ना हो सका। qismat buri ya mai bura yeh faisla na ho saka, main har kisi ka hogya, koi mera na ho saka. Kismat par shayari dp [3] अगर अपनी किस्मत लिखने का ज़रा इख्तियार हो मुझे, मैं अपने नाम के साथ तेरा नाम बार बार लिखूं। agr apni qismat likhne ka zara ikhtiyar ho mujhe, main apne naam ke saath tera nam bar bar likhu. Kismat par shayari photo [4] अगर किस्मत का लिखा ही सब कुछ होता तो, हमारा रब दुआ मांगना कभी नहीं सिखाता। agar qismat ka likha hi sab kuch hota to, hamara rab dua mangna kabhi nhi sikhata. Apni kismat par shayari [5] मिसालें लोग मुझे मेरी कि़स्मत की देंगे, बस तू आजाय मेरी किस्मत के हिस्से में। misale log mujhe meri qismat ki denge, bas tu ajaye ...
Milna shayari, milna bichadna shayari, bichadna shayari-मिलना शायरी इन हिंदी -apnishayeri
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
लेखक:
apnishayari
-
Hello dosto to kaise ho aplog dosto aaj mai apke liye ek nai shayari ek alag andaz me le kar hazir hui hun jisko padhne ke bad apko gazab wali feeling ane wali hai jee haan dosto iss post ke likhne ka andaz, words sab ek alag tareeqe se likha gya hai aur behtreen chune hue alfaz ka istemaal hua hai. Jiski wajah se shayari me char chand lag gye hain main ne apne iss post me milna bichadna shayari likhi hai, dosto Muhabbat ka ek ahem riwaj hai milna phir bichad jana, milna aur bichandna shayari, muhabbat me bichadna shayari, unse milna shayari, milna shayari for love, mahboob se milna shayari , milna bichadna shayari in hindi, milna bichadna shayari for gf. Etc par post likhi hai.... ________________________________ Milna bichadna quotes [1] हमसे मिलते हैं तो मिलते हैं झुका कर आंखें, ना जाने फिर वो किस लिए रखते हैं सजा कर आंखें। hamse milte hain to milte hain jhuka kar aankhen, naa jane phir wo kiske liye rakhte hain saja kar ankhen. [2] __...
Doori shayari,quotes,status-दूरी पर शायरी हिंदी में -apnishayeri
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
लेखक:
apnishayari
-
Hello dosto mai hun asfi.Jo daily apke liye ek naye andaz me shayariyan le kar hazir hoti hun. Jo ki bahut hi umdah aur muhabbat bhari, dard bhari shayari hoti hai jisko padh kar dil jhum uthta hai aur hamare dil ka ang ang jhum uthta hai to dosto aaj main ne inhi se milti julti shayari likhi hai dooriyan shayari, doori par shayari, doori shayari in hindi , latest doori shayari , dooriyan shayari in hindi, teri doori shayari, ek pal ki doori shayari, dooriya shayari in English, etc par post likhi hai jo ki bahut hi nafasat se aur har word ko behtareen banane ki koshish ki gyi hai jisko padhne ka maza hi duguna ho jata hai. Aap meri yeh Dooriyan shayari poori padhiye. Dooriyan shayari _________________________________________ [1] फासिलो की दूरियां मायने नहीं रखती इश्क में, जब चाहो महसूस होता है सनम सांसो में। fasilo ki duriyan maane nahi rakhti ishq me, jab chaho mahsoos hota hai sanam saanso me. ________________________________________...
Wada shayari, quotes, status - वादा शायरी इन हिंदी -apnishayeri
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
लेखक:
apnishayari
-
Wada shayari Hello dosto main ne apni is post me wada par shayari likhi hai. Dosto jab insaan kisi se pyar karta hai to usse wade bhi hazaro karta hai, aur dosto jaisa ki aap sab ko maloom hai ki jo waada hota hai naa bada hi jhooti cheez hota hai waade ka matlab hi hai toot jana, jo insaan zeyada waade karta ho samajh jao wo insaan aur uski baten khokhli hain. Kyu ki waade tootne ke liye hi bane hote hain . To dosto mai ne apni iss post me pyar ke wade shayari, wada shayari in hindi, wada shayari in English, wada par shayari , jhoote wade par shayari, pyar ke waade shayari, wada par kavita, wada shayari images , wada shayari 2 lines etc par post likhi hai . _________________________________________ [1] Wada shayari in hindi कोई नहीं आएगा जिंदगी में तेरे सिवा, एक मौत ही है जिसका हम वादा नहीं करते। koi nahi ayega zindagi me tere siwa, ek maut hi hai jiska ham wada nahi karte. _________________________________________ [2] चुनावी वादे पर शायर...