Doori shayari,quotes,status-दूरी पर शायरी हिंदी में -apnishayeri
Hello dosto mai hun asfi.Jo daily apke liye ek naye andaz me shayariyan le kar hazir hoti hun. Jo ki bahut hi umdah aur muhabbat bhari, dard bhari shayari hoti hai jisko padh kar dil jhum uthta hai aur hamare dil ka ang ang jhum uthta hai to dosto aaj main ne inhi se milti julti shayari likhi hai dooriyan shayari, doori par shayari, doori shayari in hindi , latest doori shayari , dooriyan shayari in hindi, teri doori shayari, ek pal ki doori shayari, dooriya shayari in English, etc par post likhi hai jo ki bahut hi nafasat se aur har word ko behtareen banane ki koshish ki gyi hai jisko padhne ka maza hi duguna ho jata hai. Aap meri yeh Dooriyan shayari poori padhiye. Dooriyan shayari _________________________________________ [1] फासिलो की दूरियां मायने नहीं रखती इश्क में, जब चाहो महसूस होता है सनम सांसो में। fasilo ki duriyan maane nahi rakhti ishq me, jab chaho mahsoos hota hai sanam saanso me. ________________________________________...