Dhadkan shayari, quotes, status -धड़कन शायरी इन हिंदी-apnishayeri
Dhadkan Shayari - Hello friends aaj mai ne dhadkan par shayari post ki hai jisko padh kar aap ki dil ki dhadkan tez hojayengi . Dosto jab insan ko pyar ya gussa ata hai to dil ki dhadkan kafi tez hojati hai aur usko andar se feelings ati hai wo feeling gusse ki bhi ho sakti hai aur muhabbat ki. To mai ne pyar me dhadkan tez hone par shayari likhi hai, toota dil ki dhadkan shayari, dhadkan shayari in hindi , dhadkan shayari in English, dhadkan par shayari , dhadkan quotes 2 line , dhadkan quotes 4 lines, dhadkan image download, dil dhadkane wali shayari , romantic dil ki dhadkan shayari , dhadkan shayari photo download bhi kar sakte hain ,. Latest dhadkan shayari मैं ने धड़कन की तरह तुझे बसाया है दिल में, 💕 अब मर्जी़ तुम्हारी है धड़को या मेरी जान लेलो।💕 mai ne dhadkan ki tarah tujhko basaya hai dil me, aab marzi tumhari hai dhadko ya meri jaan lelo. ◇■◇■◇■◇■◇■◇■◇■◇ Dil ki dhadkan romantic shayari सीने से लगा कर सुन ...