Ruthna,manana shayari, quotes,status|बेस्ट रूठना शायरी |apnishayeri
Ruthna manana shayari Hello dosto mai ne apni is post me ruthne par shayari likhi hai .jab insan kisi se pyar karta hai to ruthna manana laga rahta hai, bina ruthe koi pyar pyar nahi rahta hai na hi pyar me maza ata hai. Ruthe hue mahboob ko manane se muhabbat me aur izafa hojata hai. Mai ne ruthe hue yaar ko mnane ke liye bahut sari shayari likhi hai jisko padh kar apko bahut acha lagega. Mai ne is article me ruthe mahboob ko manana shayari, pyar me ruthna shayari, ruthe hue ko manana shayari, ruthna manana shayari in hindi , ruthna manana shayari in English , ruthna shayari, ruthna manana shayari for gf, bf etc par post likhi hai. Agar apko yeh post pasnd aye to dosto me zaroor share karen, aur apne ruthe hue ashiq mashooq ko manane ka naya shayarana andaz apnayen isse apka mahboob jhat se maan jayega . Ruthna manana quotes in English Happy new year shayari 2022 तुमको आता नहीं मनाना तो, सर को शाने पे आकर रख देना।?...