संदेश

Guroor par shayari /गुरूर पर शायरी लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Guroor par shayari,quotes,status -maghroor shayari -apnishayeri

चित्र
  Guroor शायरी  Hello dosto aaj ki meri yeh post guroor par hai.  Dosto jahan had se zeyada tawjjah ya koi anmol cheez mil jati hai insaan ke andar guroor aur ghamand apne aap ajata hai . Chahe wo cheez paisa ho ya pyar ho ya aur bhi bahut kuch ho insan na chahte hue bhi apne aap badal saa jata hai uske andar ek alag tarah ke haao bhaao ajate hain jisko aam lafz me guroor ya ghamand kahte hain. To dosto aaj mai ne isi topic par shayari likhi hai guroor par shayari, had se zeyada guroor shayari, guroor shayari 2 line, guroor par kavita, guroor poetry aadi likhi hai agar apko lagta hai ki apka koi qareebi rishtedar dost ya koi or member ke andar ghamand ya guroor agaya ho to ap usko yeh shayari zaroor share karen taki usko bhi ahsaas ho ki wo banda ghamndi ho gya hai, agar apke paas koi guroor shayari hai to mujhe comment me zaroor batayen .  गुरूर पर शायरी  Har Ek Baat Pe Kahte Ho Tum K Tu Kya Hai Tumhin Kaho Ki Ye Andaz-e-Guftugu Kya Ha...