संदेश

Bachpan par shayari /बचपन पर शायरी लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Bachpan shayari, quotes, status - बचपन पर शायरी -apnishayeri

चित्र
  Hello dosto aaj ke is post me main ne apne aur apke bachpan par kuch umdah aur mazedar shayari likhi hai jisko padh kar apko apna masoom sa bachpan zaroor yad ayega . Jab bachpan me ham kagaz ki naao bana kar pani me chalate the aur garmiyo ke mausam me school se ate hi bhag padna baag me khelne wo aam ke din me bago me phirna wo barsat ke mausam me patang ka udana,wo thand ke mausam me lattu ka nachana aur chibbhi ka khelna. Wo kanche khelna darkhto par jhule dal kar jhulna pakadam pakdai luka chupi bhagam bhag khelna uf mai to yeh post likh rhi hun aur mere ankho ke samne mera bachpan ghum raha, wo jab hamara school na jaane ka man hota tha to der tak sote rahna jab ammi ki dant fatkar padti thi tab bina man ke school jate the. Aisi hi bahut sari bachpan ki yaden hain jo taqreeban har insaan ne aisa bachpan guzara hai mai agar detail me likhne lagungi to post kafi lambi hojayegi. Dosto apko is post ko padh kar kafi maza ane wala hai isi liye ap poori ...