संदेश

सितंबर, 2021 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Raaz shayari, quotes status |राज पर शायरी |apnishayeri

चित्र
  Raaz Hello friends aaj mai ne apke liye bilkul nayi shayari ka sanklan le kar aayi hun jo aapko poore google par nahi milne wala aaj mai apke liye raaz par shayari,raaz shayari   , raaz shayari in English, raaz shayari in hindi, Muhabbat ka raaz shayari, etc par shayari likhi hai. Jab insaan muhabbat jaisi vaba me mubtila hojata hai aur wo duniya se apni muhabbat ka raaz chupata phirta hai is topic ko bhi mai ne note karte hue shayari me likh diya hai. Yaa phir apke paas aisi koi baat hai jo aapapne kisi raazdaan ko share karna chate hain uss topic ko bhi yahan par note kiya gaya hai raazdan shayari. Dosto agar apko meri post pasand aaye to usko share karna na bhoole .  Raaz chupana shayari  raaz phir bhi pahunch gye dushmano tak,  dost to saare mukhlis the. राज फिर भी पहुंच गए दुश्मनो तक, दोस्त तो सारे मुखलिस। Raaz shayari in hindi  jinko apni khabar nahi ab tak,  wo mere dil ka raaz kya jane. जिन्को अपनी खबर नहीं अब तक, व...

Raat shayari,quotes,status andheri raat shayari- apnishayeri

Raat -  Hello friends jaisa ki aapko pata hai mai apnishayeri ki writer editor simply mai is site ki owner jo ki daily ek nayi post ke sath aapke samne hazir wo nazir hoti hun . Isi liye mai ne aaj raat par shayari, gahri raat shayari , chand raat shayari, akeli raat shayari, tanhai ki raat shayari, romantic raat shayari, sad raat shayari, dukhbhari raat shayari likhi hun.  Dosto jab insaan ko koi gham khata hai ya usko koi preshaani hoti hai to usski raat bahut lambi aur bhayanak hoti hai usko nind nahi ati. Yaa jab agar koi ishq ki beemari me giriftar ho gya ho to nind to usski bhi udd jaati hai wo jald se jald mahboob ke aagosh me so jana chahta hai filhal mai me inhi sab bato ka zikar kafi chota karke shayari ki shakal me iss post me likh diya hai jo ki raat shayari 2 line, raat shayari 4 line iss tareeqe se hai.  Dosto yeh post kaafi lambi hone wali hai aur issme bahit saari raat shayari apko milne wali hai isi liye post k...

Bachpan shayari, quotes, status - बचपन पर शायरी -apnishayeri

चित्र
  Hello dosto aaj ke is post me main ne apne aur apke bachpan par kuch umdah aur mazedar shayari likhi hai jisko padh kar apko apna masoom sa bachpan zaroor yad ayega . Jab bachpan me ham kagaz ki naao bana kar pani me chalate the aur garmiyo ke mausam me school se ate hi bhag padna baag me khelne wo aam ke din me bago me phirna wo barsat ke mausam me patang ka udana,wo thand ke mausam me lattu ka nachana aur chibbhi ka khelna. Wo kanche khelna darkhto par jhule dal kar jhulna pakadam pakdai luka chupi bhagam bhag khelna uf mai to yeh post likh rhi hun aur mere ankho ke samne mera bachpan ghum raha, wo jab hamara school na jaane ka man hota tha to der tak sote rahna jab ammi ki dant fatkar padti thi tab bina man ke school jate the. Aisi hi bahut sari bachpan ki yaden hain jo taqreeban har insaan ne aisa bachpan guzara hai mai agar detail me likhne lagungi to post kafi lambi hojayegi. Dosto apko is post ko padh kar kafi maza ane wala hai isi liye ap poori ...

Beqarari shayari, status, quotes -बेक़रारी पर शायरी इन हिंदी-apnishayeri

चित्र
  Bekarari shayari ,बेकरारी शायरी Hello dosto mai ne aj beqarari par post likhi hai. Jisko pyar hota hai to dil me beqarari na ho aisa ho hi nahi sakta . Kahte hain dil ko dil se raah hoti hai to yeh baat bilkul sach hai .mahboob ne apne mahboob ko yaad kiya to dil apne aap dhadak uthta hai aur dil me ajeeb si beqarari hojati hai jisko lafzo me byan karna mushkil hoga . Lekin phir bhi mai ne kuch beqarari par shayari ko ikatha karke iss collection me main ne likh diya hai ummeed hai apko bahut pasand ayegi hamari yeh beqarari par shayari , pyar me beqarari shayari, beqarari shayari in hindi, beqarari shayari for gf, beqarari shayari for bf, beqarari shayari for whatsapp status, etc Bekarari shayari in hindi  ,बेकरारी शायरी इन हिंदी  Beqarari-shayari बेक़रारी देखी है तो मेरा ज़ब्त देखो, इतना चुप रहूँगा की चींख उठोगे तुम। beqarari dekhi hai to mera zabt dekho,  itna chup rahunga ki cheenkh uthoge tum. Bekarari shayari image ,बेकरारी शायरी इमेज म...

Teachers day shayari in hindi - टीचर डे कविता-apnishayeri

चित्र
 Tea chers day ess ay Hello friends jaisa ki aap sabko pata hai 5 September ko india me log teachers day ko bahut dhoom dhaam se manate hain, 5september ko students apne teacher ko gift dete hain dosto bhale hi hamko maat pita ne janm diya ho lekin hamko zindagi jeene ki ek acchi aur saral raah guru se hi milti hai teacher apne student par jitna sakhti karta hai student ke andar uske hunar ka aur nikhar ata hai, balki yun kahna zeyada behtar hoga ki maata pita ke baad jo bhi sthaan ata hai wo hamare guru ka hota hai.  Jisne apne jeevan me apne guru ka samman kar liya samjh lo ussne apni zindagi me sab kuch paa liya.  Hamesha hamko apne guru ki izzat karni chahiye yeh guru hi to hain jinki badaulat aaj ham yeh post likhne aur padhne ke qabil hue hain. Hamare zehan o dimag me bhi yeh baat nahi honi chahiye ki gyaan jo hai keval kitaabo se milta hai nahi yeh soch bilkul galat hai gyan hamko guru se milta hai, agar guru na ho to ham kitaab...