Doori shayari,quotes,status-दूरी पर शायरी हिंदी में -apnishayeri
Hello dosto mai hun asfi.Jo daily apke liye ek naye andaz me shayariyan le kar hazir hoti hun. Jo ki bahut hi umdah aur muhabbat bhari, dard bhari shayari hoti hai jisko padh kar dil jhum uthta hai aur hamare dil ka ang ang jhum uthta hai to dosto aaj main ne inhi se milti julti shayari likhi hai dooriyan shayari, doori par shayari, doori shayari in hindi, latest doori shayari, dooriyan shayari in hindi, teri doori shayari, ek pal ki doori shayari, dooriya shayari in English, etc par post likhi hai jo ki bahut hi nafasat se aur har word ko behtareen banane ki koshish ki gyi hai jisko padhne ka maza hi duguna ho jata hai.
Aap meri yeh Dooriyan shayari poori padhiye.
Dooriyan shayari
_________________________________________
[1]
जब चाहो महसूस होता है सनम सांसो में।
fasilo ki duriyan maane nahi rakhti ishq me,
jab chaho mahsoos hota hai sanam saanso me.
_________________________________________
[2]
Doori shayari
माना की तुझसे दूरियां कुछ ज्यादा ही बढ़ गई,
पर तेरे हिस्से का वक्त तन्हा आज भी गुज़रता है।
maana ki tujhse duriya kuch zeyada hi badh gyi,
par tere hisse ka waqt tanha aaj bhi guzarta hai.
___________________________________
[3]
_Dooriyan shayari in hindi
ना वो तुम रहे,
ना वो दिल रहा,
वही गम रहा,
वही हम रहे,
वही दुरियां ---!
वाही हसरतें-!
!na wo tum rahe,
na wo dil raha,
wahi gam raha,
wahi ham rahe,
wahi duriya---!
wahi hasraten-!!
_________________________________________
[4]
Khud ko kitna door kar liya
नाराज़ होने से पहले खता बता देना,
आंसू निकलने से पहले हंसना सिखा देना,
अगर जिंदगी में मुझसे दूर जाना है,
बिना सांस लिए जीना सिखा देना।
naraz hone se pahle khata bata dena,
aansu nikalne se pahle hansna sikha dena,
agar zindagi me mujhse door jana hai,
to bina saans liye jeena sikha dena.
_________________________________________
[5]
दूरी शायरी |दूरियां स्टेटस
घिरा है बहुत दिनो से हमारा दिल बद गुमानी से,
कोई कह दे की इतनी दूरियां अच्छी नहीं होती।
ghira hai bahut dino se hamara dil bad gumani se,
koi kah de ki itni duriya achi nahi hoti.
_________________________________________
[6]
Doori love shayari
दूरियां बहुत हैं,
पर इतना समझ लो की,
पास रह कर ही कोई रिश्ता खास नहीं होता,
तुम दिल के पास इतने हो
की दूरियो का एहसास नहीं होता।
duriyan bahut hain,
par itna samjh lo ki,
paas rah kar hi koi rishta khas nahi hota,
tum dil ke paas itne ho
ki duriyo ka ahsaas nahi hota.
_________________________________________
[7]
2 line shayari on dooriyan in English
दूरियां खतम ही नहीं होती,
एडि़या फट गई हैं चल चल कर।
duriyan khatm hi nahi hoti,
ediya phat gyi hain chal chal kar.
_________________________________________
[8]
Ek pal ki doori shayari
जिन्की तलब थी उनसे हैं दूरियां बहुत,
वो मिल गए हैं जिनसे तबियत नहीं मिलती।
jinki talab thi unse hain duriyan bahut,
wo mil gye hain jinse tabiyat nahi milti.
_________________________________________
[9]
Dooriyan shayari 2 line
वो थे खफा हमसे या हम थे खफा उनसे,
बस इसी कशमकश में दूरियां बढ़ गई।
wo the khafa hamse ya ham the khafa unse,
bas isi kashmakash me duriyan badh gyi.
_________________________________________
[10]
Door rahne wali shayari
दूरियां, तनहाईयां, मजबूरियां।
zindagi shayad isi ka name hai,
dooriyan, tanhaiyan, majbooriyan.
_________________________________________
[11]
Dooriyan status in Hindi
जिन्की दूरी भी लुत्फ देती है।
unki qurbat ka kya kahna,
jinki doori bhi lutf deti hai.
_________________________________________
[12]
Dooriya status
तू मुझसे दूरी बढा़ने का शौक पूरा कर,
मुझे भी ज़िद है तुझे हर दुआ मे मांगू।
tu mujhse doori badhane ka shauq poora kar,
mujhe bhi zid hai tujhe har dua mangu.
_________________________________________
[13]
Door jane ki shayari image
दूरी ने कर दिया है तुझे और भी क़रीब,
तेरा ख्याल ना जाए तो क्या करूं?
duri ne kar diya hai tujhe aur bhi qareeb,
tera khyal akar naa jaye to kya karun?_________________________________________
[14]
Hindi doorie shayari
उसकी दूरी ने छीन ली हंसी मुझसे,
और लोग कहते हैं सुधर गया हूं मैं।
uski doori ne cheen li hansi mujhse,
aur log kahte hain Sudhar gya hun main.
_________________________________________
[15]
Doorie shayari
तेरी क़ुर्बत भी क़यामत, तेरी दूरी भी अज़ाब,
दिल को तसकीन की सूरत किसी पहलु में न मिली।
teri qurbat bhi qayamat, teri doori bhi azaab,
dil ko taskeen ki surat kisi pahlu me na mili.
_________________________________________
[16]
Kitne door ho mujhse
तेरी तलब की हद ने ऐसा जूनून बख्शा है,
हम नींद में उठ बैठे तुझे ख्वाब में तन्हा देख कर।
teri talab ki had ne aisa junoon bakhsha hai,
ham neend me uth baithe tujhe khwab me tanha dekh kar.
_________________________________________
[17]
Doori dard shayari
कहने वालो का कुछ नहीं जाता,
सहने वाले कमाल करते हैं।
kahne walo ka kuch nahi jata,
sahne wale kamal karte hain.
_________________________________________
Dosto apne abhi dooriyan shayari padhi ummeed hai apko bahut pasand ayi hogi, dosto agar apko meri shayari ko padhna acha lagta hai to meri shayari par comment karke zaroor batayen aur agar apke paas bhi koi doori shayari hai to mujhe comment kariye. Ap iss post ko apne dosto aur relatives ko zeyada se zeyada share kariye.
Aaay haay y shayri h ya drd de ilaaj
जवाब देंहटाएंjisne padhi hansi ke saath drd nikli