Ilzam shayari, quotes, status -इल्जाम शायरी हिंदी में -apnishayeri

 Hello dosto aj mai ne jo post dali hai usko padh kar aap log hil jaoge kyu ki aj ki post uss topic par hai jo insan ko andar hi andar tod deti hai.. Jaise kisi sache insan par koi jhoota ilzam laga de., ya koi mahboob apne ashiq par dhoke bazi ka ilzam laga deta hai. Koi malik apne nokar par chori ka ilzam laga deta hai., jhooti bat ki daleel dena hi ilzam hota hai insan beqasoor hote hue bhi kisi ke ilzam me phas jata hai to usi ko ilzam bolte hain. To aj maine yeh post ilzam shayari, ilzam shayari in hindi, ilzam shayari hindi, jhoote ilzam shayari, jhuta ilzam shayari, etc par post likhi hai. 
Dosto agar apke upar bhi koi ilzaam lagaya ho to ap yeh post zaroor padhe, apko pata lagega ki insan ilzam kis kis tareeqe se laga sakta hai. Dosto agar apko meri post pasnd ajaye to share zaroor karna. 

Ilzam shayari in hindi 

Ilzam-shayari

इल्मजा़ हमेशा वक़्त को दिया जाता है,

जब की सब कुछ करने वाले हमेशा लोग खुद होते हैं।

ilzam hamesha waqt ko diya jata hai, 

jab ki sab kuch karne wale hamesha log khud hote hain.

Ilzam shayari in English 

Ilzam-shayari

तुम मेरे लिए कोई इल्जा़म न खोजो,

चाहा था तुमहें --- यही इल्ज़म बहुत है।

tum mere liye koi ilzaam na dhundho,

chaha tha tumhe---yahi ilzam bahut hai.

Ilzam shayari dp

Ilzam-shayari

हर बुरे काम का इल्जाम मुझ पर ही आया है,

कितना बुरा था मैं अच्छा हो कर भी।

har burai ka ilzaam mujh par hi aya hai, 

kitna bura tha mai acha ho kar bhi.

Ilzam shayari hindi image

Ilzam-shayari

सर ए बाजा़र जो निकलूं तो आवरगी की तोहमत,

तनहाई में बैठूं तो इल्ज़ाम ए मुहब्बत।

sar e bazar jo niklu to awargi ki tohmat, 

tanhai me baithu to ilzaam e muhabbat.

Jhuta ilzam shayari 

Ilzam-shayari

वो सब इल्ज़म मेरे नाम करके,

मुझसे बिछड़ने का बहाना चाहते हैं।

wo sab ilzam mere name karke, 

mujhse bichdne ka bahana chahte hain.

Jhoote Ilzam shayari in hindi 

Ilzam-shayari

यूं जो की है उसने मुझ पर इल्जा़म तराशी,

लगता है मुझे बदनाम करने की उसने क़सम खाई है।

yun jo ki hai ussne mujhpar ilzaam tarashi, 

lagta hai mujhe badnam karne ki ussne qasam khai hai.

Galat Ilzam shayari 

Ilzam-shayari

सारे इल्जा़म अपने सर ले कर,

हमने अपनी किस्मत को माफ़ कर डाला।

sare ilzzam apne sar le kar, 

hamne apni qismat ko maaf kar dala.

Bewajah Ilzam shayari 

Ilzam-shayari

ना आएगा कोई इलज़ाम तुझपर,

हम अपने आप को रूसवा करेंगे।

naa ayega koi ilzaam tujhpar, 

ham apne aap ko ruswa karenge.

Jhoote Ilzam shayari in English 

Ilzam-shayari

कोई इलज़ाम रह गया हो तो वो भी मेरे नाम करदो,

हम तो पहले भी बुरे थे थोड़े और सही।

koi ilzaam rah gya ho to wo bhi mere naam kardo, 

ham to pahle bhi bure the thode aur sahi.

Ilzam shayari 2 line

Ilzam-shayari

मर कर किसी को अपनी मौत का इल्जा़म क्या देना,

यहां सताने वाले भी अपने हैं, दफनाने वाले भी अपने हैं।

mar kar kisi ko apni maut ka ilzaam kya dena, 

yahan satane wale bhi apne, dafnane wale bhi hain.

इल्जाम स्टेटस

Ilzam-shayari

रोने की वजह बताऊं या ना सोने का सबब?

अब एक ही शख्स को कितने इल्जा़म दूं।

rone ki wajah batan ya na sone ka sabab? 

ab ek hi shakhs ko kitne ilzaam dun.

झूठे इल्जाम शायरी 

Ilzam-shayari

उनके भी क़तल का इलज़ाम हमारे सर है,

जो हमको ज़हर पिलाते हुए मर जाते हैं।

unke bhi qatal ka ilzaam hamare sar hai, 

jo hamko zaher pilate hue mar jate hain.

किसी पर झूठा इल्जाम लगाना

Ilzam-shayari

हम पे इलज़ाम तो वैसे भी हैं ऐसे भी सही,

नाम तो बदनाम वैसे ही है ऐसे भी सही।

ham pe ilzaam to waise bhi hai aise bhi sahi, 

naam to badnam waise bhi hai aise bhi sahi.

इल्जा़म पर शायरी 

खुद ही ना छुपा सके अपने चेहरे को नका़ब में,

बे वजह हमारी आंखों पे इल्जा़म लगा दिया ।

khud hi na chupa sake apne chehre ko naqab me, 

be wajah hamari ankho pe ilzaam laga diya.

आरोप प्रत्यारोप शायरी 

Ilzam-shayari

मत पूछ की हम ज़ब्त के किस राह से गुज़रे,

ये देख की तुझ पर कोई इलज़ाम न आया।

mat pooch ki ham zabt ke kis raah se guzre, 

yeh dekh ki tujhpar koi ilzaam na aya.

लांछन शायरी 

Ilzam-shayari

कुछ भी हो मैं इल्जा़म तुमको ही दूंगा,

तुम मासूम बहुत हो सिरफ आंखों की हद तक।

kuch bhi ho mai ilzaam tumko hi dunga, 

tum masoom bahut ho sirf ankho ki had tak.

>Gussa shayari

झूठे इल्जामो पर status

Ilzam-shayari

ऐसे इलज़ाम से फिर कौन मुकरना चाहे,

मुझसे मनसूब करें तुझसे ज़माने वाले।

aise ilzaam se phir kaun mukarna chahe, 

mujhko mansoob karen tujhse zamane wale.

>Shohrat shayari

Ilzam Quotes 

Ilzam-shayari

तुझे कौन कहां, और कब याद करेगा कोई अब,

वो जो तेरा था वही तुझ पर बेवफाई का इल्जा़म लगा गया।

Ilzam lagana quotes 

Ilzam-shayari

क्यू ना दू इलज़ाम दिल ए नादां को,

इरादा दोस्ती का था, और मुहब्बत होगयी।

kyu na du ilzaam dil e nadaan ko, 

iradah dosti ka tha, aur muhabbat hogayi.

Ilzam status

Ilzam-shayari

ख्वाबो की तरह आंखों में बसाए रखना,

तेरी नीन्दो में भटक जाऊं तो इलज़ाम ना देना।

khwabo ki tarah ankho me basaye hue rakhna, 

teri nindo me bhatak jaun to ilzaam na dena.

Kisi par jhuta Ilzam lagana

Ilzam-shayari

एक हमें आवारा कहना कोई बहुत बड़ा इल्जा़म नहीं,

दुनिया वाले मुहब्बत करने वाले को बहुत कुछ कहते हैं।

ek hame awarah kahna koi bahut bada ilzaam nahi, 

duniya wale muhabbat karne wale ko bahut kuch kahte hain.

>Narazgi par shayari

Jhoote Ilzam quotes in English 

Ilzam-shayari

कोई तंज़, कोई इलज़ाम, कोई रुसवाई की होगी,

बहुत दी होगी यारो ने इनायत नहीं की।

koi tanz, koi ilzaam, koi ruswai ki hogi, 

bahut di hongi yaro ne inayat nahi ki.

Ilzam quotes in hindi 

Ilzam-shayari

है प्यार की बस्ती में दरिंदो की हुकूमत,

सूली पे चढा़ देते हैं इल्जा़म से पहले।

hai pyar ki basti me darindo ki hukoomat, 

suli pe chadha dete hain ilzaam se pahle.

Bewajah Ilzam quotes

Ilzam-shayari

कोई दलील ढूंढ ना पाया तो अगले दिन,

मेरे खुलूस पर उसने इल्जा़म धर दिया।

koi daleel dhundh na paya to agle din, 

mere khuloos par usne ilzaam dhar diya.

Galat Ilzam quotes 

Ilzam-shayari

हम मसलहत ए वक्त के का़यल नहीं यारो,

इल्जा़म जो देना है सर ए आम दिया जाए।

ham maslehat e waqt ke qayal nahi yaro,

ilzaam jo dena hai sar e aam diya jaye.

टिप्पणियाँ