Guroor par shayari,quotes,status -maghroor shayari -apnishayeri

 Guroor शायरी 

Hello dosto aaj ki meri yeh post guroor par hai. 
Dosto jahan had se zeyada tawjjah ya koi anmol cheez mil jati hai insaan ke andar guroor aur ghamand apne aap ajata hai. Chahe wo cheez paisa ho ya pyar ho ya aur bhi bahut kuch ho insan na chahte hue bhi apne aap badal saa jata hai uske andar ek alag tarah ke haao bhaao ajate hain jisko aam lafz me guroor ya ghamand kahte hain. To dosto aaj mai ne isi topic par shayari likhi hai guroor par shayari, had se zeyada guroor shayari, guroor shayari 2 line, guroor par kavita, guroor poetry aadi likhi hai agar apko lagta hai ki apka koi qareebi rishtedar dost ya koi or member ke andar ghamand ya guroor agaya ho to ap usko yeh shayari zaroor share karen taki usko bhi ahsaas ho ki wo banda ghamndi ho gya hai, agar apke paas koi guroor shayari hai to mujhe comment me zaroor batayen

गुरूर पर शायरी 

Guroor-shayari

Har Ek Baat Pe Kahte Ho Tum K Tu Kya Hai

Tumhin Kaho Ki Ye Andaz-e-Guftugu Kya Hai

हर एक बात पे कहते हो तुम कि तू क्या है

तुम्हीं कहो कि ये अंदाज़-ए-गुफ़्तुगू क्या है।

Guroor par shayari 

इस मुहब्बत के खेल से तुम्हें आजा़द करते है,

'मगरूर'होने का इल्ज़ाम अब अपने नाम करते है।

Is Muhabbat ke khel se tumhen azad karte hain, 

Maghroor hone ka ilzam ab apne name karte hain. 

Guroor ki shayari 

जब तुमने जाने का फैसला कर लिया था

तब हमने तुम्हे रोकने की एक बार भी

कोशिश ना की।।।

हमे मालूम था तुम कितने मजबूर हो

मगर मगरूर नही हो।

तुम्हारा मासूम सा चेहरा जाते हुए

अपने दर्द की दास्ताँ बयान कर गया

जैसे चेहरे पे दर्द उतर गया

इसलिए हमने कोशिश ना की।

Husn par guroor shayari

Guroor-shayari

सजदा उस प्यार का फिर क्या करना...

कि हो मगरूर जो मोतबर (एतबार के काबिल )ना हो।

Sajda us pyar ka phir kya karna, 

Ki ho maghroor jo aitbaar ke qabil na ho. 

Guroor par poetry 

क्यो करना ईश्क का इजहार उस सितमगर से,

जो बुला के गैर को महफिल सजाया करता हैं।

क्यों ताल्लुक का ये बोझ उठाए फिरना..

कदम-कदम पे जहाँ दिल जलाना पडता हो।

Guroor par kavita

Guroor-shayari

अपनी चाहत के अंदाज से इस कदर तू मुझे नूर करदे....

की तुझसे कभी बिछड़ ना सकूँ , इतना तू मगरूर करदे।

Apni chahat ke andaz se is qadar tu mujhe noor kar de, 

Ki tujhse kabhi bichad na saku itna tu maghroor kar de. 

Kirdar par shayri

किरदार है मेरा बेपर्दा सा ,खुद्दारी है , गुरूर है

नहीं है तो वो मगरूर है।

Haseen par guroor shayari 

Guroor-shayari

Na kar ai baghbaan shikwa gulaabon ki beniyazi par,

Haseen jo bhi hote hain jara magroor hote hain.

न कर ऐ बागबां शिकवा गुलाबों की बेनियाज़ी पर,

हसीन जो भी होते हैं जरा मगरूर होते हैं।

घमंडियों के लिए शायरी 

अकड़ तोड़नी है उन मंजिलों की,

जिनको अपनी ऊंचाई पर गरूर है।

Akad todni hai un manzilo ki, 

Jinko apni unchai par guroor hai. 

मगरूर पर शायरी 

Guroor-shayari

लचीला पेड़ था जो झेल गया आँधिया,

मैं मगरूर दरख्तों का हश्र जानता हूँ।

Lacheela ped tha jo jhel gya aandhiya, 

Main maghroor darakhto ka hashr janta hun. 

Guroor par shayari

मैंने कब कहा कि जमाने ने, तुझे मगरूर कर दिया,

मगर यह सच है कि किस्मत ने, तुझे मुझसे दूर कर दिया।।

Main ne kab kaha ki zamane ne tujhe maghroor kar diya, 

Magar yeh sach hai ki qismat ne mujhe tujhse door kar diya. 

Guroor par shayari 4 line

Guroor-shayari

शोहरत की बुलंदी भी पल भर का तमाशा है 

जिस डाल पे बैठे हो वो टूट भी सकती है 

- बशीर बद्र

Shuhrat ki bulandi bhi pal bhar ka tamasha hai, jis daal pe baithe ho wo toot bhi sakti hai. 

Latest guroor shayri

सूरज के साथ रहकर भी भूला नहीं अदब...

लोग जुगनू का साथ पाकर... मगरूर हो गए..

Suraj ke sath rah kar bhoola nahi adab, 

Log jugnu ke saath rah kar maghroor ho gye. 

Guroor par shayari for whatsapp status 

Guroor-shayari

वो जिस घमंड से बिछड़ा गिला तो इसका है 

कि सारी बात मोहब्बत में रख-रखाव की थी 

- अहमद फ़राज़

Wo jis ghamand se bichda gila to iska hai, 

Ki saari baat muhabbat me rakh rakhao ki thi. 

Tera guroor shayari

मेरी दुआ को ख़ुदा मुस्तजाब कर देगा

तेरा ग़ुरूर मुझे कामयाब कर देगा

- बेख़ुद देहलवी

Meri dua ko khuda mustjaab kar dega, 

Tera guroor mujhe kamyab kar dega. 

Bahut zeyada guroor par shayari

Guroor-shayari

ग़ुरूर उस पे बहुत सजता है मगर कह दो

इसी में उस का भला है ग़ुरूर कम कर दे

- बशीर बद्र

Guroor uspar bahut sajta hai magar kah do, 

Isi me uska bhala hai guroor kam kardo.

Pyar ka guroor shayari

मेरे लिए तिरी जानिब से प्यार का इज़हार

मेरे ग़ुरूर का सामान होने वाला है

- नदीम फ़ाज़ली

Mere liye teri janib se pyar ka izhar, 

Mere guroor ka saman hone wala hai. 

मत कर इतना गुरूर शायरी 

ज़मीं पे टूट के कैसे गिरा ग़ुरूर उस का

अभी अभी तो उसे आसमाँ पे देखा था

- क़ैसर-उल जाफ़री

Zameen par toot kar kaise gira guroor uska, 

Abhi abhi to use aasman par dekha tha. 

मैं पर शायरी 

Guroor-shayari

उन को बहुत ग़ुरूर था अपनी जफ़ाओं पर

हम भी वहीं अड़े रहे अपनी वफ़ा के साथ

-ग़ौसिया ख़ान सबीन

Unko bahut guroor tha apni jafaaon par, 

Ham bhi wahi ade rahe apni wafa ke sath. 

Beinteha guroor shayari

आइना देख कर ग़ुरूर फ़ुज़ूल

बात वो कर जो दूसरा न करे

- मुज़्तर ख़ैराबादी

Aaina dekh kar guroor fuzool, 

Baat wo kar jo doosra na kare. 

Guroor-shayari

वो रोज़ आ के मुझे अपना प्यार पहनाए

मेरा ग़ुरूर है बेले के हार का मौसम

- परवीन शाकिर

Wo roz akar mujhe apna pyar pahnaye, 

Mera gurur hai bele ke haar ka mausam. 

इतराने पर शायरी 

सँभल के चलने का सारा ग़ुरूर टूट गया

इक ऐसी बात कही उस ने लड़खड़ाते हुए

- अज़हर इनायती

Sambhal kar chalne ka sara guroor toot gya, 

Ek aisi bat kahi usne ladkhadate hue. 

घमंड तोड़ने वाली शायरी डाउनलोड 

अगर ग़ुरूर है सूरज को अपनी हिद्दत पर

तो फिर ये क़तरा भी तूफ़ान होने वाला है

- नदीम फ़ाज़ली

Agar guroor hai suraj ko apni hiddat par, 

To phir yeh qatra bhi toofan hone wala hai. 

अहंकार शायरी 

Guroor-shayari

बहुत ग़ुरूर है दरिया को अपने होने पर

जो मेरी प्यास से उलझे तो धज्जियाँ उड़ जाएँ

- राहत इंदौरी

Bahut guroor hai dariya ko apne hone par, 

Jo meri pyas se uljhe to dhajjiya ud jaye. 

पैसे पर घमंड शायरी 

चलो न सर को उठा कर ग़ुरूर से अपना

गिरा है जो भी बुलंदी से ढाल तक पहुँचा

- ज़फ़र इक़बाल ज़फ़र

Chalo na sar utha kar guroor se apna, 

Gira hai jo bhi bulandi se dhaal tak pahuncha. 

खूबसूरती का घमंड शायरी 

Guroor-shayari

शाम-ए-फ़िराक़ आई तो दिल डूबने लगा

हम को भी अपने आप पे कितना ग़ुरूर था

- मुनीर नियाज़ी

Shaam e firaaq ayi to dil dubne laga, 

Hamko bhi apne aap par kitna guroor tha. 

Magroor shayari

आँखों का था क़ुसूर न दिल का क़ुसूर था

आया जो मेरे सामने मेरा ग़ुरूर था

- जिगर मुरादाबादी

Ankho ka tha qasoor na dil ka qasoor tha, 

Aya jo mere samne mera guroor tha. 

Magroor shayari 2 line

Guroor-shayari

पलट के देख न उस को वो ख़ाक कर देगा

तेरे ग़ुरूर को ज़हराब की अनी बन कर

- किश्वर नाहीद

Palat kar dekh na usko wo khak kar dega, 

Tere guroor ko zehrab ki ani ban kar. 

Magroor shayari status 

सँभल के चलने का सारा ग़ुरूर टूट गया

इक ऐसी बात कही उस ने लड़खड़ाते हुए

- अज़हर इनायती

Magroor ladki shayari

ग़ुरूर-ए-इश्क़ ज़ियादा ग़ुरूर-ए-हुस्न से है

 इतना मगरूर मत बन मुझे वक्त कहते हैं

मैंने कई बादशाहो को दरबान बनाया हैं।

Itna maghroor mat ban mujhe waqt kahte hain, 

Main ne kai badshaaho ko darban banaya hai. 

Magroor duniya shayari

Guroor-shayari

बहुत मगरूर है दुनिया

भरोसा तोड़ देती है

कभी वो साथ चलती है

कभी वो छोड़ देती है

Bahut maghroor hai duniya, 

Bharosa tod deti hai, 

Kbh wo sath chalti hai, 

Kabhi wo chor deti hai. 

Shayari on guroor 

कभी कोई मजबूर भी था यहाँ

कभी कोई मगरूर भी था यहाँ,

जो कहते थे क्या साथ जाना है,

खजाना उनका ही अकूत था यहाँ।

Kabhi koi majboor bhi tha yahan, 

Kabhi koi maghroor bhi tha yahan, 

Jo kahte the kya saath jana hai, 

Khazana unka hi yaaqoot tha yahan. 

Gharoor quotes in English 

Guroor-shayari

Meri Baat Maano Maghroor Raho, 

Baaton Me Apni Hi Choor Raho..

Aur Tere Jaane Ke Baad Ae Hamsafar, 

Maine Kaha Mai Nashe Me Hoon Door Raho.


Dosto abhi abhi apne upar guroor shayari padhi umeed hai apko pasand ayi hogi. 

agar apko lagta hai ki apka koi qareebi rishtedar dost ya koi or member ke andar ghamand ya guroor agaya ho to ap usko yeh shayari zaroor share karen taki usko bhi ahsaas ho ki wo banda ghamndi ho gya hai, agar apke paas koi guroor shayari hai to mujhe comment me zaroor batayen.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shararat shayari, quotes, status -शरारत शायरी-apnishayeri

Latest zulf shayari, quotes, poetry, status, in hindi |apnishayeri