Chand shayari, quotes, status - Hindi shayari on moon-apnishayeri

चाँद - chand

Aaj ki is post mai ne chaand par shayari, chand shayari in hindi, chand shayari in English, chand se mukhde par shayari, chandni rat par shayari, chand rat par shayari, eid ka chand shayari, chaudahwi ka chand shayari, purdima ke chand par shayari, chand shayari for gf, chand shayari for bf etc par post likhi hai .
Jab chand poora hojata hai to kafi khubsurat hojata hai rat ujali ho jati hai aur is poore chaand me aashiq aur mahboob ke romance ka maza ata hai, bade bade shayar apni shayri me poore chaand aur mahboob ka zikr zaroor karte hain, shayar apni shayari me apne mahboob ko chand se zeyada khubsurat batate hain. 
Agar aap bhi kisi se pyar karte hain to apne mahboob ki tareef karne ka tareeqa badale, apne andaz me shayari ko layen phir aapke romance me char chand lag jayega, aur apka mahboob ap par pahle se zeyada fida hojayega. To ap apne mahboob ko chand par shayari share karen facebook aur whatsapp par bhi share karen. 

Chand par shayari -चाँद पर शायरी 

Chand-shayari


चाँद 🌜भी हैरान है,

दरिया भी परेशानी में है

अक्स किसका है ये,

इतनी रोशनी पानी में है।💖

chand bhi hairan hai,

dariya bhi preshaani me hai

aks kiska hai yeh, 

itni roshni pani me hai.

Chand shayari in hindi 

पूछा जो उनसे चांद🌜 निकलता है किस तरफ,

ज़ुल्फ़ो👨‍❤️‍💋‍👨 को रुख पे डाल कर झटका दिया की यूं।💖

poocha jo unse chaand niklta hai kis taraf, 

zulfo ko rukh pe daal kar jhatka diya ki yun.

Chand shayari in English 

Chand-shayari

मिले जो कुर्बत तेरी, पास बिठा कर देखूं जी भर के,

इधर तू मुझे देख कर शरमाए, और उधार चांद🌜 तुझे देख कर शरमाये।😊

mile jo qurbat teri, paas bitha kar dekhu jee bhar ke, 

idhar tu mujhe dekh kar sharmaye,

 aur udhar chaand tumhe dekh kar sharmaye.

Chand shayari 2 line

चाँद 🌜पर तुम्हारा नाम लिखने को दिल चाहता है,

पर क्या करें ये ख्याल ही दोपहर को आता है।🧭

chaand par tumhara naam likhne ko dil chahta, 

par kya karen yeh khyal hi dopaher ko ata hai.

Chand shayari for gf

Chand-shayari

हर कोई अपने चाँद 🌜से था महू गुफ्तगु,

मैं अपना चांद🌜 ढूंढता रहा और ईद गुज़र गई।🤨

har koi apne chaand se tha mahu guftagu, 

mai apna chaand dhundhta raha aur eid guzar gayi.

Chand shayari feel the word

kahan se lau wo lafz jo sirf tumko sunai de, 

duniya dekhe chaand ko aur mujhe sirf tu dikhai de.

कहां से लाऊं वो लफ्ज़ जो सिरफ तुमको सुनाई दे,🤨

दुनिया देखे चांद 🌜को और मुझे सिर्फ तू दिखाई दे।💖

चाँद पर विचार  -अपनीशायरी 

Chand-shayari

बहुत कोशिश मैं करता हूं अंधेरा खतम हो लेकिन,💕

कहीं जुगनू नहीं मिलता कहीं पर चांद 🌜आधा है।

bahut koshish mai karta hun andhera khatm ho lekin, 

kahin jugnu nahi milta kahin par chaand adha hai.

चाँद पर शायरी इन English 

mai tujhe chaand 🌜kahun yeh mumkin to hai magar, 

log tujhe rat bhar dekhe yeh mujhe gawara nahi.

मैं तुझे चांद कहूं ये मुमकिन तो है मगर,💞

लोग तुझे रात भर देखे ये मुझे ग्वारा नहीं।💗💋

चाँद - मुखडे़ पर शायरी 

Chand-shayari

aaj ka chaand bilkul tumhare jaisa hai, 

wahi khunsurat, 

wahi noor, 

wahi guroor, 

aur tumhari tarah door.

आज का चाँद🌜 बिलकुल तुम्हारे जैसा है,

वही खुनसूरत,

वही नूर,

वही गुरूर,

और तुम्हारी तरह बहुत दूर।😍🤨

मुखडे़ पर शायरी 

chaand dekha hai to yad ayi hai teri soorat, 

hath uthte hain magar harf e dua yaad nahi.

चांद🌜 देखा है तो याद आई है तेरी सूरत,💞

हाथ उठते हैं मगर हर्फ ए दुआ💛 याद नहीं।

पूर्णिमा के चाँद पर शायरी 

Chand-shayari

जस्तजू खोए हुओ की उमर भर करते रहे,💞

चांद🌜 के हमराह हर शब हम सफर करते रहे।💕

jastaju khoye huo ki umar bhar karte rahe, 

chaand ke hamrah har shab ham safar karte rahe.

चाँद पर कविता 

आंखों में चुभ गई है तेरी याद की किरचियां💏

कांधो पे गम की शाल है और चांद रात है।🌜

aankho me chubh gyi hain teri yaad ki kirchiyan

kandho pe gam ki shaal hai aur chaand raat hai.

Eid ka chand shayari 

Chand-shayari

चांद 🌜ईद का दिलकश है मानते हैं,❤

मगर हुस्न ए जाना से हार जाएगा।💋💗

chaand eid ka dilkash hai mante hain, 

magar husn e jana se haar jayega.

तारों पर शायरी 

चांद 🌜तारे 🌟बिला वजह ही खुश हैं,

मैं तो किसी और से मुखातिब हूं।

जून एलिया😍

chaand taare bila wajah hi khush hain, 

mai to kisi aur se mukhatib hun. 

jun elia

चाँद Quotes 

Chand-shayari

ईद का चांद🌜 जिस दम नज़र आया फलक पर,

मेरी पल्को पर सितार थे तेरी यादों के।😔

eid ka chaand jis dam nazar aya falak par, 

meri palko par sitare the teri yaado ke.

चाँद शायरी 2 लाइन

कभी चांद 🌜उसने कहा मुझे,

कभी आसमान से गिरा दिया।👈

जून एलिया।

kabhi chaand usne kaha mujhe, 

kabhi aasmaan se gira diya. 

jun elia.

Chand Quotes in English 

Chand-shayari

सितारो🌟 की बात ना करो मुझसे,

आजकल चां🌜द से राबते हैं मेरे।

sitaro ki baat na karo mujhse, 

aajkal chaand se rabte hain mere.

Moon quotes 

आज चांद🌜 पर नूर है,

इसी लिए चांद को गुरूर है,🌝

हम किस पर गुरूर करें,

हमारा चांद ही हमसे दूर है।

aaj chaand par noor hai, 

isi liye chaand ko guroor hai,

ham kis par guroor karen, 

hamara chaand hi hamse door hai.

Chand quotes in hindi 

Chand-shayari

उसकी ज़िद थी की कोई मुझे दूसरा लाओ,

बड़ी मुश्किल से चांद🌜 खिंच कर लाया हूं।

uski zid thi ki koi mujhsa doosra lao, 

badi mushkil se chaand khich kar laya hun.

Chand quotes 

चाँद 🌜को देख कर तुमको सोचना अच्छा लगता है,

फूलो 🌹की खुशबू में तुम्हारी खुशबू महसूस करना अच्छा लगता है,

साहिल की गीली रेत पर तेरा नाम लिखना अच्छा लगता है,

तुम मेरी हो मुझे कहना अच्छा लगता है।😍😘

chaand ko dekh kar tumko sochna accha lagta hai, 

phoolo ki khushboo me tumhari khushboo mahsoos karna acha lagta hai, 

sahil ki geeli ret par tera naam likhna accha lagta hai, 

tumnmeri ho mujhebyeh kahna accha lagta hai.

Chand shayari by apnishayeri

Chand-shayari

है अजब मिजा़ज का शख्कस कभी हमनफस कभी अजनबी,😍💏

कभी चांद🌜 उसने कहा मुझे, कभी आसमान से गिरा दिया।😄😄😔

hai ajab mizaaj ka shakhs kabhi hamnafas kabhi ajnbai, 

kabhi chand usne kaha mujhe, kabhi aasmaan se gira diya.

Eid ka chand quotes 

हटा कर जुल्फ चेहरे😔🤨 से ना छत पर रात को जाना,

समझ कर चांद🌜 कोई ईद का धोखा ना खा जाए।💞

hata kar zulf chehre se na chat par raat ko jana, 

samjh kar chaand koi eid ka dhoka na khaa jaye.

Beautiful chand shayari 

Chand-shayari

हां चां🌜द मुझे अच्छा लगता है,

क्यू की हम एक से मुसाफिर हैं,💖

मैं ज़मीन पर तन्हा,👈

और वो असमां पर।👀💔

han chaand mujhe acha lagta hai, 

kyu ki ham ek se musafir hain, 

mai zameen par tanha, 

aur wo asman par.

Chand raat quotes 

आज चांद 🌜रात है मैं कल ईद मनाऊं कैसे,💏

मेरा चांद अब तक खफा है मुझसे मैं उसे मनाऊं कैसे।❤💞

aaj chaand raat hai mai kal eid manau kaise, 

mera chaand ab tak khafa hai tujhse mai usko manau kaise.

Poore chand par shayari 

Chand-shayari

बात वो आधी रात की रात वो पूरे चाँद 🌜की,

चाँद 🌜भी ऐन चीत का उसपर तेरा जमाल भी।😍

baat wo aadhi raat ki raat wo poore chaand ki, 

chaand bhi ain cheet ka uspar tera jamal bhi.

Eid ke chand par shayari 

जब चाहे ईद कर ले, 

चांद🌜 हमारा अपना है।

jab chaahe eid kar le, chand hamara apna hai.

Emotional shayari on moon

Chand-shayari

चांद 🌜निकला तो मैं लोगो से लिपट लिपट कर रोया,

गम के आंसू थे खुशी के बहाने निकले।🤨😊

chaand nikla to mai logo se lipat lipat kar roya, 

gam ke aansu the khushiyo ke bahane nikle.

Meer taqi meer chand shayari 

फूल🌹 ओ गुल शमश वो कमर🌜 सारे ही थे,

पर उन्मे तुम ही हमको भाय बहुत।

मीर तकी मीर

phool o gul shamsh wo qamar sare hi the, 

par unme tum hi hamko bhaaye bahut.

meer taqi meer

Chand  par shayari for bf

Chand-shayari

यूं सजा चांद 🌜की झलका तेरे अंदाज का रंग,😍

यूं फ़िज़ा महकी की बदला मेरे हमराज़ का रंग।💏😍

yun saja chaand ki jhalka Tere andaz ka rang, 

yun fiza mahki ki badla mere hamraaz ka rang.


Dosto mai ne is post me chand par shayari likhi hai, aapko padh kar kafi acha laga hoga

Dosto agar apko chand par shayari pasand ayi ho to aap apne friends dost ahbab ko zaroor share karen. Aur agar apke pas chand par shayari ho to comment me zaroor send karen. Aur apnishayeri ko badhawa dete rahe. 


Shukriya 


Apka apna asfi ansari 

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shararat shayari, quotes, status -शरारत शायरी-apnishayeri

Latest zulf shayari, quotes, poetry, status, in hindi |apnishayeri