Raaz shayari, quotes status |राज पर शायरी |apnishayeri

 Raaz

Hello friends aaj mai ne apke liye bilkul nayi shayari ka sanklan le kar aayi hun jo aapko poore google par nahi milne wala aaj mai apke liye raaz par shayari,raaz shayari  , raaz shayari in English, raaz shayari in hindi, Muhabbat ka raaz shayari, etc par shayari likhi hai. Jab insaan muhabbat jaisi vaba me mubtila hojata hai aur wo duniya se apni muhabbat ka raaz chupata phirta hai is topic ko bhi mai ne note karte hue shayari me likh diya hai. Yaa phir apke paas aisi koi baat hai jo aapapne kisi raazdaan ko share karna chate hain uss topic ko bhi yahan par note kiya gaya hai raazdan shayari. Dosto agar apko meri post pasand aaye to usko share karna na bhoole

Raaz chupana shayari 

Raaz-shayari

raaz phir bhi pahunch gye dushmano tak, 

dost to saare mukhlis the.

राज फिर भी पहुंच गए दुश्मनो तक,

दोस्त तो सारे मुखलिस।

Raaz shayari in hindi 

jinko apni khabar nahi ab tak, 

wo mere dil ka raaz kya jane.

जिन्को अपनी खबर नहीं अब तक,

वो मेरे दिल का राज़ क्या जाने।

Raaz shayari 2 line

Raaz-shayari

meri khamoshiyo ke raaz mujhe khud maloom nahi, 

naa jane kyo yeh log mujhe maghroor samjhte hain.

मेरी खामोशियों के राज़ मुझे खुद मालूम नहीं,

ना जाने क्यों ये लोग मुझे मगरूर समझते हैं।

Raaz e ulfat shayari 

chalo tum raaz ho apna, 

tumhe afshaa nahi karte.

चलो तुम राज हो अपना,

तुमहें अफशां नहीं करते।

Raaz ki baat shayari 

raaz pahuch gye gairo tak, 

apno se mashwira kiya tha.

राज पाहुंच गए गैरो तक,

अपनों से मशविरा किया था।

Raaz 2 line shayari

jo insaan apna raaz chupata hai, 

wo apna ikhtiyar apne hatho me rakhta hai.

जो इंसान अपना राज़ छुपाता है,

वो अपना इख्तियार अपने हाथ में रखता है।

Raaz ka dukh shayari

Raaz-shayari

suno tumhe ek raaz ki baat bataun, 

jahan tum nahi hote waha dil udaas hota hai.

सुनो तुम्हें एक राज़ की बात बताऊं,

जहां तुम नहीं होते वहां दिल उदास होता है।

>Raat par shayari

>Beqarari shayari

राज का दुख शायरी 

taskeen na ho jisme wo raaz badal dalo, 

jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo.

तस्कीन ना हो जिसमे वो राज़ बदल डालो,

जो राज न रख पाए हमराज़ बदल डालो।

राज़ की बात शायरी 

Raaz-shayari

koshish bahut ki raaz bayan na ho, 

mumkin kahan hai aag lage aur dhuwan na uthe.

कोशिश बहुत की राज़ ब्यां ना हो,

मुमकिन कहां है आग लगे और धुवां न उठे।

राज़ कोट्स

ek raaz tujhse kahun hamraz ban jaa zara,

karni hai kuch guftagu alfaaz ban jaa zara.

एक राज तुझसे कहूं हमराज़ बन जा ज़रा,

करनी है कुछ गुफ्तगू अल्फाज़ बन जा ज़रा।

राज़ कोट्स इन हिंदी 

Raaz-shayari

aaj bhi uski aankho me raaz wahi tha, 

chehra wahi tha chehre ka libaas wahi tha, 

kaise usko bewafa kahbdu yaaron, 

aaj bhi uska dekhne ka andaz wahi tha.

आज भी उसकी आंखों में राज़ वही था,

चेहरा वही था चेहरे का लिबास वही था,

कैसे उसे बेवफा कह दूं यारों,

आज भी उसका देखने का अनदाज़ वही था।

राज़ ए मोहब्बत शायरी

muhabbat kya hai mat poocho usse bas raaz rahne do, 

yeh wo lafz hai jiski wazaahat dard deti hai.

मुहब्बत क्या है मत पूछो उसे बस राज़ रहने दो,

ये वो लफ्ज़ है जिसकी वजा़हत दर्द देती है।

>Ruthna manana shayari

>Aansu par shayari

>Izhaar shayari

राज़ शायरी फोटो

Raaz-shayari

jab tumse Muhabbat ki tab jaa ke kahin yeh raaz khula, 

marne ka saleeqa aate hi jeene ka shauoor ajata hai.

जब तुमसे मोहब्बत की तब जा के कहीं ये राज़ खुला,

मरने का सालीका आते ही जीने का शऊर आजाता है।

राज़ शायरी फॉर व्हाटस्अप

kamaal ka thaa wo shakhs jisne meri zindagi tabaah kardi, 

raaz ki baat yeh hai dil uss se khafa aaj bhi nahi.

कमाल का था वो शख्स जिस ने मेरी जिंदगी तबाह करदी,

राज़ की बात ये है दिल उस से खफा आज भी नहीं।

राज़ शायरी इमेज डाउनलोड

Raaz-shayari

hoti hain muhabbat me kuch raaz ki baten, 

aise hi to iss khel me hara nahi jata.

होती है मोहब्बत में कुछ राज़ की बातें,

ऐसे ही तो इस खेल में हारा नहीं जाता।

Raaz shayari images 

raaz yeh Sabko batane ki zaroorat kya hai, 

dil samjhta hai ishq ki lazzat kya hai. 

raaz allahabadi

राज़ ये सबको बताने की ज़रूरत क्या है,

दिल समझता है इश्क की लज्ज़त क्या है।

राज इलाहाबाद

Raaz shayari for whatsapp status 

Raaz-shayari

har yaar ko raaz mat batao, 

yaaro ke yaar hote hain.

हर यार को राज़ मत बताओ,

यारो के यार होते हैं।

Raaz shayari status

zarre zarre me ayaa hone ke baad, 

aaj tak raaz e haqeeqat bas raaz hai.

ज़र्रे ज़र्रे में आयां होने के बाद,

आज तक राज़ ए हकी़कत बस राज़ है।

Raazdaan shayari

Raaz-shayari

kisi ka raaz talash naa karo, 

agar mil jaye to faash na karo.

किसी का राज़ तलाश ना करो,

अगर मिल जाए तो फाश ना करो।

raaz khul hi jayega hamari Muhabbat ka

yun bhi raaz khul hi jayega hamari Muhabbat ka, 

jo hamko chod kar mahfil me sabko salam karte hain.

यूं भी राज़ खुल ही जाएगा हमारी मुहब्बत का,

जो हमको छोड़ कर महफिल में सबको सलाम करते हैं।

tujhe raaz daan samjh kar

Raaz-shayari

Jo freb main ne khaaye tujhe raaz daan samjh kar, 

usse kaise bhool jaun ek daastaan samjh kar.

जो फ़्रेब मैं ने खाए तुझे राज़ दान समझ कर,

उसे कैसे भूल जाऊं एक दास्तां समझ कर।

ishq ne yeh raaz khola hai

zulekha ke ishq ne yeh raaz khola hai, 

sanam haseen ho to niyat badal jati hai.

जु़लेखा की इश्क ने ये राज़ खोला है,

सनम हसीन हो तो नियत बदल जाती है।

2 line shayari on raaz

Raaz-shayari

raaz e ulfat chupa ke dekh liya, 

dil bahut kuch jala kar dekh liya, 

wo mere ho ke bhi na hue, 

unko apna bana ke dekh liya. 

faiz ahmad faiz

राज़ ए उल्फत छुपा के देख लिया,

दिल बहुत कुछ जला कर देख लिया,

वो मेरे हो के भी ना हुए,

उन्हें अपना बना के देख लिया।

फ़ैज़ अहमद फ़ैज़

Hansi ka raaz shayari 

deewangi hamare raaz khol deti hai, 

khamoshi hamari har baat khol deti hai, 

shikayat hai to sirf iss duniya se, 

jo dil ke jazbaat paiso se tol deti hai.

दीवानगी हमारे राज़ खोल देती है,

खामोशी हमारी हर बात खोल देती है,

शिकायत है तो सिर्फ इस दुनिया से,

जो दिल के जज्बात पैसे से तोल जाती है।

राज़ शायरी अपनीशायरी

Raaz-shayari

yeh mere ishq ki majbooriyan hain, 

tumhara ishq tum se hi chupa raha hun.

ये मेरे इश्क की मजबूरियां हैं,

तुम्हारा इश्क तुम से ही छुपा रहा हूं।

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shararat shayari, quotes, status -शरारत शायरी-apnishayeri

Latest zulf shayari, quotes, poetry, status, in hindi |apnishayeri