Wafa shayari, quotes ,status-वफा शायरी -apnishayeri

 Wafa shayari  ,वफा शायरी 

Wafa-shayari

मेरे अशकों पर उसने हंस कर कहा, 

किसी ने की है आज तक "वफ़ा" जो हम करते।

mere ashko par ussne hans kar kaha,

kisi ne ki hai aaj tak "wafa" jo ham karte.

Wafa shayari dp ,वफा शायरी  डीपी

छोड़ दे किसी की "वफ़ा" की तलाश, 

जो रूठ सकते हैं वो भूल भी सकते हैं।

chor de kisi ki "wafa" ki talash,

jo ruth sakte hain wo bhool bhi sakte hain.

Wafa shayari in Hindi ,  वफा शायरी  इन हिंदी 

Wafa-shayari

कभी ना झुके कभी किसी की "वफा" के आगे, 

खुदा करे तेरे हुस्न को वो मका़म हासिल हो।

kabhi na jhuke kabhi kisi ki "wafa"ke aage,

khuda kare tere husn ko woh maqam haasil ho.

wafa shayari image ,वफा शायरी  इमेज

कहां "वफा" मिली है मिट्टी के इस हसीन इंसानों में इक़बाल,

 ये लोग बिना मतलब के खुदा को भी नहीं याद करते।

kahan "wafa"milti hai mitti ke iss haseen insaano me iqbaal,

yeh log bina matlab ke khuda ko bhi nahi yaad karte.

Dard wafa shayari , दर्द  वफा शायरी 

Wafa-shayari

"वफ़ा" की तलाश तो बेवफ़ाओ को होती है फ़राज़ है, 

हमने तो दुनिया ही छोड़ दी किसी के वफ़ा के लिए।

"wafa" ki talash to bewafao ko hoti hai faraz hai,

hamne to duniya hi chor di kisi ke wafa ke liye.

Shayari on wafa in English  , शायरी आन वफा

अंजाम ए "वफ़ा" है जिस ने भी मुहब्बत की, 

मरने की दुआ मांगी जीने की सज़ा पाई।

anjaam e "wafa" hai jisne bhi muhabbat ki,

marne ki dua mangi jeene ki saza pai.

Wafa quotes 

Wafa-shayari

यही "वफ़ा" का सिला है तो कोई बात नहीं, 

ये ज़ख्म तुम ने दिया है तो कोई बात नहीं।

yahi "wafa" ka sila hai to koi baat nahi,

yeh zakhm tum ne diya hai to koi bat nahi.

Wafa quotes in hindi 

मुहब्बत में दिल का टूटना तुम कभी नहीं जान पाओगे, 

अगर होती लोगो में "वफ़ा" तो आज हम उदास ना होते।

muhabbat me dil ka tootna tum kabhi nahi jaan paoge,

agar hoti logo me "wafa" to aaj ham udas na hote.

Wafa quotes in English 

Wafa-shayari

तुझे जो मलूम होता "वफ़ा" के सारे रसम ओ रिवाज, 

मुहब्बत में हमारा कि़स्सा मिसाल होता, कमाल होता।

tujhe jo maloom hota "wafa" ke sare rasam o riwaj,

muhabbato me hamara qissa misaal hota ,kamal hota.

Wafa quotes images 

फिर उस शख्स से उम्दमी ए "वफ़ा", 

ऐ दिल तुझे इज्ज्त रास नहीं क्या।

phir uss shakhs se ummed e "wafa",

aye dil tujhe izzat raas nahi kya.

Ehd e wafa quotes 

Wafa-shayari

मैं भी कुछ खुश नहीं हूं वफा कर के, 

तुमने अच्छा किया निबाह ना की।

 मोमिन खान मोमिन

mai bhi kuch khush nahi hun wafa kar ke,

tumne accha kiya nibah na ki.

momin khaan momin

Umeed e wafa quotes 

खुद को भी बेच डाला हमने फिर भी ना मिली, 

बाजा।र ए मुहब्बत में वफ़ा सबसे महेंगी निकली।

khud ko bhi bech dala hamne phir bhi na mili,

bazar e muhabbat me wafa sabse mahengi nikli.

Dosto bewafa shayari 

Wafa-shayari

मैं तो बेवफा था, 

तू ने जो किया उस वफ़ा पर लानत।

mai to bewafa tha,

tu ne jo kiya uss wafa par lanat.

Wafa shayari apnishayeri 

तेरे वफ़ा के तका।ज़ बदल गए वर्ना, 

मुझे तो आज भी तेरे सिवा अजी़ज कोई भी नहीं।

tere wafa ke taqaze badal gye warna,

mujhe to aaj bhi tere siwa azeez koi bhi nahi.

Best wafa shayari in Hindi 

Wafa-shayari

क्या सुनाऊं अपनी वफ़ा की कहानी तुमको, 

समुंदर के रखवाले थे पर सारी उमर प्यासे रहे।

kya sunau apni wafa ki kahani tumko,

samundar ke rakhwale the par sari umr pyase rahe.

Latest wafa shayari 

हम को उन से है वफ़ा की उम्मीद, 

जो नहीं जानते "वफा" क्या है।

ham ko un se hai wafa ki ummeed ,

jo nahi jaante "wafa" kya hai.

Meri wafa ki qasam

Wafa-shayari

खभी इन निगाहो का ज़ुल्म , 

कभी इन अदाओं का ज़ुल्म , 

"वफाओं"  की कसम अगर हम 

तेरे आशिक ना होते तो तेरे कातिल होते।

kabhi in nigaho ka zulm,

kabhi in adao ka zulm,

"wafaon" qasam agar ham 

tere aashiq na hote to tere qatil hote.

Shayari wafa ka dard hindi

हम तो जल गए तेरी मुहब्बत में मोम की तरह, 

अगर फिर भी हम बेवफा हैं तो तेरी "वफा" को सलाम।

ham to jal gye teri muhabbat me mom ki tarah,

agar phir bhi ham ewafa hain to teri "wafa" ko salam.

Wafa shayari download 

Wafa-shayari

न "वफ़ा" का ज़िक्र होगा न वफ़ा की बात होगी, 

मुहब्बत जिससे भी होगी मतलब के साथ होगी।

na "wafa" ka zikr hoga na wafa ki baat hogi,

muhabbat jisse bhi hogi matlab ke sath hogi.

Wafa aur bewafa shayari 

आया था इम्तेहान में मज़्मून बे "वफ़ा" का, 

वजा़हत जो तेरी करदी तो हम टॉप कर गए।

aya tha imtehaan me mazmoon be "wafa" ka,

wazahat jo teri kardi to ham top kar gaye.

Wafa ki baat shayari 

Wafa-shayari

उन्हे बेवफा जो बोलूं तो तौहीन है "वफा" की, 

वो तो वफ़ा निभा रहे हैं ____कभी इधर कभी उधर।

unhe bewafa jo bolun to tauheen hai "wafa" ki,

wo to wafa nibha rahe hain ____kabhi idhar kabhi udhar.

Wafa shayari for gf

उस बेवफा के चाहत के दो लम्हे जान लेवा थे, 

पहले मुहब्बत में इक़रार करना, 

फिर मोहब्बत से इन्कार करना।

uss bewafa ke chahat ke do lamhe jaan lewa the,

pahle muhabbat me iqrar karna,

phir muhabbat se inkar karna.

Wafa shayari for bf

Wafa-shayari

न परख मेरी मुहब्बत को दुनिया के दौलत के तराजू से, 

सच तो ये है की "वफा" करने वाले अक्सर गरीब होते हैं।

na parakh meri muhabbat ko duniya ke daulat ke trazu se,

sach to yeh hai ki "wafa" karne wale aksar gareeb hote hain.

Wafa best shayari 

समझ नहीं आती "वफा" करें तो किस से करें, 

मिट्टी से बने लोग कागज के टुकड़े पर बंट जाते हैं।

samjh nahi ati "wafa" karen to kis se karen,

mitti se bane log kagaz ke tukro par bant jate hain.

Wafa bewafa shayari 

Wafa-shayari

का़यनात ए जफ़ा और वफ़ा में,

 एक तुम और एक हम रह गए।

kayenat e jafa aur wafa me,

ek tum aur ek ham rah gye.

Bewafa shayari attitude boy

ताल्लुक यू रहा एक बेवफा से, 

"वफ़ा" कि, फ़िर "वफ़ा" कि , फ़िर "वफ़ा" की,

 बड़ा अफसोस है साहब की हमने फिर खता की फिर खता कि फिर खता की।

talluq yu raha ek bewafa se,

"wafa" ki

phir "wafa" ki

phir "wafa" ki

bada afsos hai saheb ki hamne phir khata ki

phir khata ki 

phir khata ki'

BeWafa shayari attitude 

Wafa-shayari

सुनो "वफ़ा" की _______शर्त ना रखो, 

मुझे तुम हारते हुए अच्छे नहीं लगते।

suno "wafa" ki _______shart na rakho,

mujhe tum haarye hue acche nahi lagte.

Dard bhari wafa shayri

हमारी तो "वफ़ा" भी गंवारा नहीं तुमको,

 किसी बेवफा से निभाएंगे तो बहुत याद आएंगे हम।

hamari to "wafa" bhi gawara nahi tumko,

kisi bewafa se nibhaoge to bahut yaad ayenge ham.

Tere bin wafa shayari

Wafa-shayari

जो तेरे बिन ना जीने को कहते हैं हम, 

सो इस वादे को अब "वफ़ा" कर चुके।

jo tere bin na jeene ko kahte the ham,

so iss waade ko ab "wafa" kar chuke.

>Dhadkan shayari

>Dil Shayari

Muhabbat me wafa shayari

मुहब्बत की है तो "वफ़ा" भी करेंगे, 

जिंदगी राही तो निकाह भी करेंगे।

muhabbat ki hai to "wafa" bhi karenge,

zindagi rahi to nikah bhi karenge.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shararat shayari, quotes, status -शरारत शायरी-apnishayeri

Latest zulf shayari, quotes, poetry, status, in hindi |apnishayeri