Tareef shayari,quotes,status,sms |तारीफ पर शायरी | अपनीशायरी

Tareef shayari, तारीफ शायरी 

Hello dosto mai hu apnishayeri ki writer, aaj mai tareef par shayari post ki hai.
mahboob ki tareef shayari, girlfriend ki tareef shayari, tareef shayari in hindi, friends ki tareef shayari, beautiful girl tareef shayari, beautiful face tareef shayari, khunsurati ki tareef shayari, tareef on beautiful girl shayari,tareef quotes ,tareef poetry,  par shayari likhi hai.
agar aap bhi kisi ki tareef karna chahte hain to aap unko apnishayeri ki tareef shayari bhejiye aur unko impressed kariye, aur apne dosto ko bhi share kariye. 
Tareef-shayari

 तेरे हुस्न की तारीफ❤ में तस्वीर खींच दूं लेकिन,

 जुबान में आंख😍 नहीं, आंख में जुबान🌹 नहीं।

tere husn ki tareef me tasweer khich du lekin,

zubaan me aankh nahi ,ankh me zuban nahi.

       ««««««   ««««««   ««««««   ««««««  ««««««

Tareef-shayari

कवी की तारीफ में शायरी

है वो गालिब की शायरी जैसी, ❤

समझ पाना आसान नहीं है पर असरदार बहुत है।❤

hai wo galib ki shayeri jaisi,

samjh pana asaan nahi hai par asardar bahut hai.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

हसीन तेरी 😍आंखे हसीन तेरे आंसू, 😥

यहीं डूब जाने को जी चाहता है।

 जिगर मुराद आबादी

haseen teri aankhe haseen tere aansoo,

yahi doob jane ko jee chahta hai.

jigar murad abadi

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

लफ्जो़ में कहां लिखी 🖋जाती है ये बेचैनियां दिलों❤ की, 

मैंने तुझे हर बार दिल❤ की गहराइयों से पुकारा 😘है।

lafzo me kahan likhi jati hain yeh bechainiya dilo ki,

mai ne tujhe har bar dil ki gahraiyo se pukara hai.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef shayari for beautiful girl ,तारीफ शायरी फाॅर ब्यूटी 

मैं ने तारीफ उनकी की बहुत मगर, ❤

वो खफा होगये आईना 😍😔देख कर।

mai ne tareef unki ki bahut magar,

wo khafa hogaye aina dekh kar.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

उस ने हुस्न की तारीफ❤ मांगी थी मुझसे, 🌹

मैं ने उसको आईना 😍दिखा दिया।

uss ne husn ki tareef mangi thi mujhse,

mai ne ussko aina dikha diya.

Isko 👇padhiye 

Husn par shayari

Zulf shayari

Rukhsar shayari

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef shayari for beautiful girl in english

उसके चेहरे 😍की चमक देख कर सादा लगा,

 अस्मां पर था चांद 🌝पुरा पर हमें आधा 🌜लगा।

usski chehre ki chamak dekh kar sada laga,

asma par tha chand pura par hame aadha laga.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

तारीफ के मुहताज😍 नहीं होते सच्चे लोग, ❤🌹

क्यू की महकते फूलो 🌹🌹पर कभी इतर नहीं लगाये जाता।

tareef ke muhtaj nahi hote sacche log,

kyu ki mahkte phoolo par kabhi itar nahi lagaya jata.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef shayari in Hindi  for girl,तारीफ शायरी फाॅर गर्ल

क्या लिखूं 🖊तेरी तारीफ में, ❤

अल्फ़ाज़ ख़तम😄 होगये हैं तेरी अदाएं 😍देख कर।

kya likhu teri tareef me ,

alfaz khatm hogye hain teri adayen dekh kar.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

तुझको सोचा तो बहुत पर लिखा🖋 कम मैं ने, 

तेरी तारीफ के का़बिल❤ मेरे अल्फाज़ कहां।

tujhko socha to bahut par likha kam mai ne,

teri tareef ke qabil mere alfaz kahan.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Best Tareef Shayari In Hindi 

हुस्न 😍वाले कब इतने हसीन होते हैं, 

ये तो हुस्न ए नज़र😍👀 रखने वालों के लिए होते हैं।

husn wale kab itne haseen hote hain,

yeh to husn nazar rakhne walo ke mukeen hote hain.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

Tareef shayari for gf

उसे सजने सवंरने 🤨की जरूरत ही नहीं, 

उसे सजती❤ है हया किसी ज़ेवर की तरह।❤

usko sajne sanwrne ki zaroorat hi nahi,

uspe sajti hai haya kisi zewar ki trah.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

ना पूछो हुस्न की तारीफ हमसे, 😍😍

मुहब्बत ❤जिस से हो बनदा हसीन है।😍

na poocho husn ki tareef hamse,

muhabbat jiss se ho banDa haseen hai.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Shayari On beautiful face in hindi

Tareef-shayari

मुझे मलूम नहीं हुस्न की तारीफ लेकिन, 😍

मेरी नज़रो में वो हसीन❤ है जो तुझसा हो।

mujhko maloom nahi husn ki tareef lekin,

meri nazro me wo haseen hai jo tujhsa ho.

«««««« «««««« «««««« «««««« «««««

Girlfriend Ki Tareef Shayari in Hindi

जिसे याद कर को लबो 💋को हंसी छुट जाए, 

ऐसा खूबसूरत ख्याल हो तुम।💞💕

jise yad kare ke labo ko hansi choot jaye,

aisa khubsurat khyal ho tum.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

Tareef shayari to impress girl

जो पूरी हो तेरे होंटो पर, 💋

मैं वो अधूरी बात हूं जानां।💕💕

jo puri ho tere honto😜🤩 par,

mai wo adhoori baat hun jana🥰

Isko 👇padho

>Adaa shayari

>Naaz shayari

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Khubsurti Ki Tareef in Hindi

तुझे हजार बार भी देख कर दिल👀 नही भरता, 

हर बार देख कर दिल 💛यही कहता है बस एक बार और💞

 tujhe hazar bar bhi dekh kar dil❤nahi bharta,

har bar dekh kar dil yahi kahta hai bas ek bar aur❤🥰

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

Tareef shayari in hindi 

मेरी रूह की आवाज💋 हो तुम, 

कहा न बहुत खास हो तुम❤

meri rooh ki awaz ho tum,

kaha na bahut khas ho tum❤

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

लफ्ज़ सादा हैं मगर कितने प्यारे हैं, 💖

तुम हमारे हो हम तुम्हारे हैं।💕

lafz sada hain magar kitne pyare hain ,

tum hamare ho ham tumhare hain.❤

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

Tareef Shayari For Beauty

मुझे खींचता है कई बहानो से, 💕

एक जादू जो तेरी जा़त में है।💕

mujhe kheechta hai kai bahano se,

ek jadu jo teri zaat me hai.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

4 line Shayari for Beautiful girl

औरत की बरबादी उस वक्त शुरू होती है, 

जब उसकी तारीफ एक गैर मर्द कर रहा हो, 

और वो उस पर खुश हो रही हो।💔

aurat ki barbadi uss waqt shuru hojati hai,

jab usski tareef ek gair mard kar raha ho,

aur wo uss par khush ho rahi ho.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

Tareef Shayari in Two Lines 

उफ्फ वो मुरमुरा तराशा हुआ शफ्फाफ बदन,❤

 देखने वाले उसे ताज महल कहते हैं।💕

uff wo murmura tarasha hua shaffaf badan,

dekhne wale use taaj mahel kahte hain.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef Shayari for Boy in Hindi 

दूर रह कर जो समाया है मेरी रूह 💕💕में, 

पास वाले पर वो शख्स कितना असर रखता होगा।💕💕

door rah kar jo samaya hai meri rooh me,

paas walo par wo shakhs kitna asar rakhta hoga.

«««««« «««««« «««««« «««««« «««««

Tareef-shayari

Khubsurti ki tareef Shayari in English 

पूछा किसी ने तुमको कौन सी खुशबू पसंद है, 💕

हमने तुम्हारी सांसो💛 का किस्सा सुना दिया।💛

poocha kisi ne tumko kaun si khushboo pasnd hai,

hamne tumhari sanso ka qissa suna diya.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Khubsurati ki Tareef shayari 2 lines 

उनकी महफिल में उनके तबस्सुम 😘की क़सम, 

देखते रह गए हम हाथ से जाना दिल❤ का।

unki mahfil me unke tabssum ki qasam,

dekhte rah gye ham hath se jana dil ka.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

महिलाओं की सुंदरता पर शायरी 

उसके होंटो 💋के तबस्सुम को मुजस्सम देखा, 

उससे दिलकाश कोई और नहीं मौसम देखा।😍

usske honto ke tabssum ko mujassam dekha,

usse dilkash koi aur nahi mausam dekha.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

 कवी की तारीफ में शायरी इन हिंदी 

सब ही तारीफ करते हैं मेरी तहरीरो को, ❤🌹

कभी कोई नहीं सुनता मेरे लफ्जो़ ❤🌹की सिसकियां।

sab hi tareef karte hain meri tahreero ko,

kabhi koi nahi sunta mere lafzo ki siskiya.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

खूबसूरत चेहरा शायरी इन हिंदी 

देखना अच्छा नहीं जा़नो पर रख कर आईना, ❤🌹

दोनो ही नाज़ुक हैं ना रखियो आईने पर आइना। 🌹❤

दाग़ देहलवी

dekhna accha nahi zaano par rakh kar aina,

dono hi nazuk hain na rakhiyo aine par aina.

dag dehlwi

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

खूबसूरती की तारीफ पर कविता

हुस्न जब नहाता है सरोवर में, 😍

चाँद 🌜भी पानी में उतर जाता है, 

खुद तो शीतल हो जाता है, 

पर पानी⛲में आग लगा जाता है।

husn jab nahaata hai sarowar me,

to chand bhi pani me utar jata hai,

khud to sheetal ho jata hai,

par pani me aag laga jata hai.

«««««« «««««« «««««« «««««« ««««««

Tareef-shayari

Best tareef Shayari in hindi, apnishayeri

वो तारीफ❤ करते रहते हैं हम शायरी करते रहते हैं,😍

 वो कुछ कहते नहीं और हम इंतजार करते रहते हैं।

 wo tareef karte rahte hain ham shayari karte rahte hain,

wo kuch kahte nahi aur ham intezar karte rahte hain.

>Nigaah shayari

>Chehra shayari


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shararat shayari, quotes, status -शरारत शायरी-apnishayeri

Latest zulf shayari, quotes, poetry, status, in hindi |apnishayeri