sad shayari - sad quotes - सैड शायरी -apnishayeri

sad shayari in hindi

☆☆☆☆☆☆☆


sad-shayari

बेवफा वक्त था, 
वो थे या मुक़द्दर मेरा, 
बात जो भी थी, 
फिल्हाल अंजाम जुदाई निकला ।

bewafa waqt tha,
wo the ya muqaddar mera,
baat jo bhi thi,
filhal anjam judai nikla.
                              ☆☆☆☆☆☆☆
sad quotes

sad-shayari
 
तू जीत कर भी रो पडेगा, 
हम तुझसे इस तरह हारेंगे।

Tu jeet kar bhi ro padega ,
ham tujhse is tarah harenge.

sad-shayari

wafaon se bahek jana humen aya nahi ab tak,
jinko na ho pata  chahat ka ham unse zabradsti nahi karte.
वफ़ाओं से बहक जाना हमें आया नहीं अब तक, 
जिनको ना हो पता  चाहत का हम उनसे जबरदस्ती  नहीं करते।
☆☆☆☆☆☆☆
sad-shayari , sad-quotes

papa par shayari पढ़ें

हलात हम पर है तरह ज़ुल्म ढा रहे हैं, 

हम दर्द सुना रहे हैं, लोग तलियां बाजा रहे हैं।

haalaat ham par is tarah zulm dhhaa rahe hain,

ham dard suna rahe hain ,

log taliyaan baja rahe hain.

☆☆☆☆☆☆☆

lattest sad shayari

sad-shayari , sad-quotes
sad-shayari , sad-quotes

maa par shayari

कौन करता है वफाओं का तकाज़ा तुमसे,

तुमतो एक झूठी तसल्ली के तलबगार थे बस

kaun karta hai wafaaon ka taqaaza tumse,

tumto ek jhooti tasalli ke talabghaar the bas..

☆☆☆☆☆☆☆☆

sad-shayari , sad-quotes

beti par shayari

अब यादों के जखम इस दिल में लगते हैं,

 ना ये दर्द रुकता है, और ना ये आँसू ठहरते हैं,

ab yadoon ke zkhm iss dil me lagte hain,

na yeh dard rukta hai ,

aur na yeh aansoo thahrte hain,

☆☆☆☆☆☆☆

sad-shayari , sad-quotes

sad shayari in hindi text

क्या करेंगे जीत कर जमाने को, 

हम मुहब्बत में हारने वाले।

kya karenge jeet kar zamane ko,

ham muhabbat me harne wale.

☆☆☆☆☆☆

sad-shayari , sad-quotes

chahat shayari in hindi

उमर भर तनहाई का वासता है तुझे, 

खुदा के लिए जानाजे पे आकार कोई तमाशा ना करना।

umr bhar tanhai ka wasta hai tujhe,

khuda ke liye janaze pe akar koi tamasha na karna

☆☆☆☆☆☆☆☆

sad status in hindi

फिर जाग उठा है दिल में  पुराना सदियो का एक दर्द,

 जी चाहता है फिर कोई ताज़ी शायरी(गजल) लिखू।

phir jaag utha hai dil me sadiyon ka ek dard,

dil chahta hai phir koi tazi shayeri likhu.

☆☆☆☆☆☆☆☆

लोग कहते हैं हम हसते बहुत हैं, 

और हम हार से  गए हैं दर्द समेटते समेटते।

log kahte hain ham haste bahut hain,

aur ham thak se gaye hain dard samet'te samet'te

☆☆☆☆☆☆

juma mubarak quotes

ऐ जिंदगी खुदा करे तू ही खफा हो जाती मुझसे,

 ये खफा  हुए लोग मुझसे सम्भाले नहीं जाते।

aye zindaghi khuda kare tu hi khafa ho jati mujhse ,

yeh khafa huwe log mujhse sambhale nahi jate.

☆☆☆☆☆☆☆

किसी के जज्बात को इतनी थी न पाहुचाओ की, 

आपका ख्याल भी उसे आए तो तकलीफ हो

kisi ke jazbaat ko itni thes na pahuchao ki ,

apka khyaal bhi use aye to use taklif ho.

☆☆☆☆☆☆☆

कल रात मैं अपने पर इतना हंसा की फिर,

 मुझे ही लोग चुप कराते हुए लोग रो पडे।

kal rat mai apne par itna hansa ki phir,

mujhko hi log chup karate huwe log ro pade.

☆☆☆☆☆☆☆

मेरी मौत पे तो लाखो रोने वाले हैं,

 मझे उसकी तलाश है जो मेरे रोने पे मर जाए

meri maut pe to lakhon rone wale hain,

mujhe uski talash  hai jo mere rone pe mar jaye

☆☆☆☆☆☆

bewafa shayari in hindi

लहजा समझ आते हैं मुझे,

 बस लोगो को शर्मिंदा करना अच्छा नहीं लगता।

lahja samjh ajaate hain mujhe,

bas logo ko sharmindah karna accha nahi lagta.

☆☆☆☆☆☆☆

ज़खम देने की तेरी भी ख्वाहिश थी बहुत,

 और ये देख हमने भी  दर्द सहने की हद पार करदी।

zakhm dene ka tujhe bhi khwahish thi bahut,

aur yeh dekh hamne bhi dard sahne ki had par kardi.

☆☆☆☆☆☆☆

sad-shayari

dosti par best shayari

कब कौन किसी का होता है, 

सब झूठे रिश्ते नाते हैं, 

सब दिल रखने की बातें हैं, 

सब असली रूप छुपाते हैं,

 एहसास से खाली लोग यहाँ,

 लफ़्ज़ों के तीर चलाते हैं।

kab kaun kisi ka hota hai,

sab jhoote rishte naate hain,

sab dil rakhne ki baten hain,

sab asli roop chupate hain,

ahsas se khaali log yahan,

lafzon ke teer chalate hain.

Judai par shayari

Yaad shayari

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shararat shayari, quotes, status -शरारत शायरी-apnishayeri

Latest zulf shayari, quotes, poetry, status, in hindi |apnishayeri