juma mubarak islamic quotes | apnishayeri| जुमा मुबारक

juma mubarak

याद रखों की अल्लाह के ज़िकर से ही सुकून मिलता है।

yaad rakho ki ALLAH ke zikar se hi sukoon milta.

☆☆☆☆☆☆☆☆

हज़रत अली रज़ियाल्लाह से पूछा गया की कैसे पता चलेगा की कौन कितना क़ीमती है,

 उन्हो ने जवाब दिया की जिसके अंदर जीता एहसास होगा वो इतना ही ज़्यादा क़ीमती होगा।

hazrat ali rziallah se poochaa gaya ki kaise pata chalega ki kaun kitna qeemti hai,

unho ne jawab diya ki jiske andar jitna ehsaas hoga wo itna hi zeyada qeemti hoga.

☆☆☆☆☆☆☆

maa par beautiful shayari

मुश्किल और परेशनियों में सबके काम आया करो,

 क्यों की मुश्किलें और परेशनियां सबके ऊपर आती हैं, 

किसी का सब्र देखने के लिए, और किसी का जर्फ देखने के लिए।

mushkil aur pareshaniyon me sabke kaam aaya karo ,

kyu ki mushkilen aur pareshaniyan sabke upar aati hain,

kisi ka sabr dekhne ke liye ,

aur kisi ka zarf dekhne ke liye.

☆☆☆☆☆☆☆

यूं बरसे आज आप पर रहमत वो मगफिरत की बारिश,

 की बरगाह-ए-इलाही से आपकी कोई दुआ रद ना हो।

yun barse aaj aap par rahmat wo maghfirat ki baarish,

kii baargaah-e-ilaahi se aapki koi duaa rad na ho.

☆☆☆☆☆☆☆

papa par shayari

या अल्लाह इस जुमा को मेरे और मेरे खानदान के लिए तू रहमत और बख्शीश का ज़रिया बना दे।

yaa ALLAH is jumaa ko mere aur mere khandaan ke liye tu rahmat aur bakhshish ka zariya bana de.

☆☆☆☆☆☆☆

juma mubarak sms

ऐ अल्लाह पाक आज जितने भी हाथ तेरी बारगाह में उठे हैं तू उन सब की जायज़ दुआओं को कबूल फरमा।

aye ALLAH PAAK AAJ jitne bhi haath teri bargaah me uthe hain tu un sab ki jaayaz duaaon ko qabool farma.

☆☆☆☆☆☆☆

beti par hindi shayari

दूसरो के लिए अगर अच्छा सोचोगे तो अल्लाह तुम्हारे मुश्किलें आसान कर देगा।

doosron ke liye agar achha sochoge to ALLAh tumhare mushkilen asaan kar dega.

☆☆☆☆☆☆☆

तमाम का तमाम अमल धूल बन कर उड़ जाएगा, 

सिवाए अच्छे और पुर खुलोस अख़लाक़ के।

tamaam ka tamaam amal dhool ban kar udd jayega ,

siwaaye ache aur pur khuloos akhlaaq ke.

☆☆☆☆☆☆

मस्जिद में जा के देख,

 मुसल्ला बिच्छा के देख, 

मिलती है क्या नमाज में,

 ज़रा सर झुका के देख।

masjid me jaa ke dekh ,

musalla bichhaa ke dekh,

milta hai kya namaz me ,

zara sar jhuka ke dekh.

☆☆☆☆☆☆☆☆

juma mubarak dua

तू जब भी दुआ करे, 

मेरा रब तुझे वो आता करे,

 तेरी झूली खुशी से भरी रहे, 

बिन मांगे वो तुझे आता करे, 

तू हाथ उठाये बाद में,

 मेरा रब तुझे वो पहले आता करे।

tu jab bhi dua kare,

mera rab tujhe wo ataa kare,

teri jhooli khushiyon se bhari rahe,

bin maange wo tujhko ataa kare,

tu haath uthaye baad me,

mera rab tujhe wo pahle ataa kare.

☆☆☆☆☆☆☆

isko bhi padhen.

bewafa shayari

वाबिस्ता हैं जिनसे मेरी जिंदगी के राब्ते,

 ऐ मेरे रब उनको हमशा अपनी रहमतों के साये में रखना।

waabista hain jinse meri zindagi ke raabte,

aye mere rab unko hamesha apni rahmaton ke saaye me rakhna.

☆☆☆☆☆☆☆☆

मेरी दुआ है अल्लाह रब्ब-उल-इज्जत आपको सेहत और लंबी उमर अता करे।

meri dua hai ALLA rabb-ul-izzat apko sehat aur lambi umar ataa kare .

☆☆☆☆☆☆☆☆

juma-mubarak

अल्लाह रब्बे ज़ुल जलाल आपको ऐसे लाखों जुमे नसीब फरमाये।

ALLAH rabbe zul jalal apko aise lakhon jume naseeb farmaye.

☆☆☆☆☆☆☆☆

दुआ की क़बूलियत सिरफ़ आवाज़ बुलंद करने से नहीं होती बाल्की दिल की तड़प का तकाज़ा करती है,

 क्यू की दुआ सिरफ लफ्जो का मजमूआ नहीं बाल्की दिल की तालब की कैफियत होती है।

dua ki qabooliyat sirf awaaz buland karne se nahi hoti balki dil ki tadap ka taqaaza karti hai,

kyu ki dua sirf lafzo ka majmooa nahi balki dil ki talab ki kaifiyat hoti hai.

☆☆☆☆☆☆☆

juma-mubarak

ऐ मेरे रब इस पाकीज़ा और ख़ूबसूरत दिन के सदक़े,

 तू हम सब की तमाम छोटी और बड़ी गुनाहो को माफ़ कर।aye mere rab is pakiza aur khubsurat din ke sadqe ,

tu ham sab ki tamaam choti aur badi gunaaho ko maaf kar.

☆☆☆☆☆☆☆

juma-mubarak

ऐ बारी-ए-ताला इस जुमे के सदके तू बीमारो को शिफा दे,

 और जो मुफलिस है उनको तू रोजी आता कर, 

क़र्ज़ दारो के सर से क़र्ज़ का बोझ उतर दे, 

और सबको हलाल रिज़्क़ कमान की तौफ़ीक अता कर।

aye bari-e-taala 

iss jume ke sadqe tu bimaaro ko shifaa de ,

aur jo muflis hai unko tu rozi ata kar,

qarz daro ke sar se qarze ka bojh utar de,

aur sbko halal rizq kamanr ki taufeeq ata kar.

☆☆☆☆☆☆☆☆

juma-mubarak
juma-mubarak

आतिश-ए-दोज़ख ग़ज़ब से न देख मुझको, 

बड़ा गफूर-उर-रहीम है वो जिस्का गुनाहगार हूं मैं।

aatish-e-dozakh ghazab se na dekh mujhko,

bada ghafoor-ur-raheem hai woh jiska gunahgaar hun mai.

☆☆☆☆☆☆☆☆

kya ap in topic par shayari padhna pasand karenge? ⬇

love shayari

attitude shayari

dosti par shayari

sad shayari

chahat par shayari


Dosto kaisa laga apko juma mubarak par shayari, agar apko juma mubarak  shayari pasand ayi hai to apne dost, facebook, whatsapp par share kren aur agar apke paas bhi koi juma mubarak shayari hai to mujhe comment me batao yaar.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shararat shayari, quotes, status -शरारत शायरी-apnishayeri

Latest zulf shayari, quotes, poetry, status, in hindi |apnishayeri