bewafa shayari - बेवफा शायरी - bewafa quotes

lattest bewafa shayari in hindi

bewafa-shayari

तुम को बेवफा कहने की जुर्रत तो नहीं लेकिन, 

इतना जरूर कहना है की वफाएं यूं नहीं होती।

tum ko bewafa kahne ki jurrat to nahi lekin,

itna zaroor kahna hai ki wafaayen yun nahi hoti.

☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari

किसी का खफा जाना फिर यकायक बेवफा होना, 

मुहब्बत के यही लम्हात कयामत की निशानी है।

kisi ka khafa ho jana phir yakayak bewafa hona,

muhabbat ke yahi lamhat qayamat ki nishaani hai.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari

तुम ने रूठने में जल्दी की, 

बिछड़ तो वैसा भी जाना था।

tum ne ruthne me jaldi ki,

bichad to waisee bhi jana tha.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari


अब वापस आने की ज़हमत ना करना,

 मै एक ही शख्स से मुहब्बत बार-बार नहीं करती।

ab wapas aane ki zahmat na karna,

mai ek hi shakhs se muhabbat bar-bar nahi karti.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa quotes
bewafa-shayari

मरहम न बनेंगे कभी माजिरत तेरी,

 दिल तोडने से पहले तुझे सोचना तो था।

marham na bann sakegi kabhi maazirat teri,

dil todne se pahle tujhe sochna to tha.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari

वफ़ादार और तुम ख्याल अच्छा है, 

बेवफ़ा और हम ये इल्ज़ाम भी अच्छा है।

wafadar aur tum khyaal acha hai,

 bewafa aur ham yeh ilzaam bhi acha hai.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari

उस ने उस वक्त बेवफाई की, 

जब यकीन आखिरी मुक़ाम पर था।

uss ne uss waqt bewafai ki,

jab yakeen aakhiri muqaam par thaa.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari

bewafa shayari 

ये जो डूबी हैं मेरी आंखें अशको की दरिया में 

 ये मिट्टी के इंसान पर भरोसा करने की साजा है।

yeh jo doobi hain meri aankhen ashko ki dariya men.

yeh mitti ke insaan par bharosa karne ki saza hai.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari

दिल वाले हम थे जो मुहब्बत में दिल ही जला बैठे, 

वर्ना तकदीर अपनी कुछ ऐसी थी "की" बेवफा से दिल लगा बैठे।

dil wale ham thhe jo muhabbat me dil hi jala baithe,

warna taqdeer apni kuch aisi thi "ki" bewafa se dil laga baithe.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari

सबको मेरे ही बाद रखिएगी,

 आप मेरे हैं याद रखियेगा।

sabko mere hi baad rakhiyega,

aap mere hain yaad rakhiyega.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari


वफ़ा जिससे की बेवफ़ा होगा,

 जिस की इबादत की वो खुदा हो गया।

wafa jisse ki bewafa hogaya,

jiss ki ibaadat ki wo khuda ho gaya.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari


वो समझता नहीं शायद वफ़ा की जुबान, 

हमें बेवफा होना पड़ेगा उसे पाने के लिए।

wo samjhta nahi shayad wafa ki zubaan,

humen bewafa hona padega usee paane ke liye.

☆☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari


साथ छोड़ गए

जो ताल्लुक गहरे थे वो ही अंदर तक तोड़ गए, 

जिन पर मान था बहुत वो ही साथ छोड़ गए।

jo talluq gahre the wo hi andar tak todd gaye,

jin par maan tha bahut wo hi saath chodd gaye .

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari


कमाल का प्यार था उसका, 

जो यकायक से स्टारट हुई और बिन बताए the-end हो गई।

kamaal ki muhbbat thi uski,

jo achaanak se shuru hui aur bin bataye khatm ho gayi.

☆☆☆☆☆☆☆☆

hindi status bewafa shayari - udaas muhabbat

जो तुमने कभी की ही नहीं,

 मुझे वो मुहब्बत उदास करता है।

jo tumne kabhi ki hi nahi,

mujhe wo muhbbat udaas karti hai.

☆☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayaribewafa-shayari , bewafa-quotes

करके वादा मुकर गया आखिर, 

तू भी दिल से उतर गया आखिर

karke waada mukar gaya aakhir,

tu bhi dil se utar gaya aakhir

☆☆☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari

इतने सस्ते कहां थे हम, 

बस तेरे वास्ते रियायत की थी।

itne sasste kahan thhe ham,

bas tere waaste riyaayat ki thi.

☆☆☆☆☆☆☆

bewafa-shayari


dard bhari bewafa shayari

हमारी तो वफ़ा भी गवारा नहीं तुमको, 

किसी बेवफा से निभाएंगे तो बहुत याद आएंगे हम।

hamari to wafa bhi gawaara nahi tumko,

kisi bewafa se nibhaoge to bahut yaad ayenge ham.

☆☆☆☆☆☆☆☆

Dosto kaisa laga apko bewafa par shayari, agar apko bewafa shayari pasand ayi hai to apne premi ko zaroor share kren aur agar apke paas bhi koi muhabbat bhari shayari hai to mujhe comment me batao yaar.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shararat shayari, quotes, status -शरारत शायरी-apnishayeri

Latest zulf shayari, quotes, poetry, status, in hindi |apnishayeri