Dard bhari shayari|दर्द पर शायरी | apnishayeri

Dard par shayari

Hello apnishayeri faimily apka sabse phale to shukriya ki aap meri post par aye, aaj mai apke liye Dard bhari shayari layi hun ummed hi apko yeh bahut hi dard bhari shayari pasnd ayegi love me dard bhari shayari , dard bhari shayari images,  dard bhari shayari 2 line, दर्द भरी शायरी , latest dard shayari,  best dard quotes,   aapko pasnd ayegi to comment zaroor kariyega 
dard-shayari



कब ठहरेगा दर्द-ए-दिल कब रात बसर होगी, 

सुनते थे वो आएंगे सुनते थे सहर होगी।

kab thahrega dard-e-dil kab raat basar hogi,

sunte the wo ayenge sunte thhe saher hogi.

Faiz ahmad faiz

_______________________________________________

2021 ki dard bhari shayari

लोग बोलते हैं हम मस्कुराते हैं बहुत, 

और हम हार गए हैं दर्द छुपाते छुपाते।

log bolte hain ham muskuraate hain bahut,

aur ham haar gye hain dard chupaate chupaate.

_______________________________________________

Dard bhari shayari dp

सच बताओ क्या हौसलो से, 

जुदाई का दर्द कम हो सकता है,

 गर नहीं तो ये दिलासे ये तसल्ली ये तमाशे कैसे।

sach batao kya hauslo se,

judai ka dard kam ho sakta hai,

gar nahi to yeh dilase yeh tasalli yeh tamashe kaise.

_______________________________________________

Muhabbat dard bhari shayari

ये बड़े ही दर्द की बात है अब हमारा, 

एक दूसरे के दर्द के साथ कोई ताल्लुक ना रहा।

yeh bade hi dard ki baat hai ki ab hamara,

ek doosre ke dard ke sath koi talluq na raha.

______________________________________________

Pyari dard bhari shayari

एक दिल का दर्द था की रहा जिंदगी के साथ, 

एक दिल का चैन था की उससे ढूंढते रहे।

ek dil ka dard tha ki raha zindagi ke sath,

ek dil ka chain tha ki usse dhoondhte rahe.

_______________________________________________

अकलमंदी है की ज़ब्त की इंतहा कर देना

बेवकूफी है लोगो को अपना दर्द बताना,

 अकलमंदी है की ज़ब्त की इंतहा कर देना।

bewaqoofi hai logo ko apna dard batana,

aqalmandi hai ki zabt ki inteha kar dena.

_______________________________________________

>Latest aansu shayari

दर्द की_____कदर हम क्या जाने, 

हमको तो सारे ही ______ मुफ्त में मिले हैं।

dard ki_____qadar ham kya jane,

hamko to sare hi ______muft me mile hain.

_______________________________________________

जरूरी तो नहीं दर्द देने के लिए हाथ उठाओ, 

कभी कभी लहजे भी दर्द दे जाते हैं।

zaroori to nahi dard dene ke liye hath uthao,

kabhi kabhi lahje bhi dard de jaate hain.

_______________________________________________

Shayari,  dard bhari zindagi hindi

dard-shayari


क़हक़हे दर्द की शिद्दत में लगा देते हैं, 

जिंदगी हम तेरी औकात बढ़ा देते हैं।

qahqahe dard ki shiddat me laga dete hain,

zindagi ham teri auqaat badha dete hain.

_______________________________________________

Dard Bhari shayari likha hua

दर्द हो दिल में तो दवा किजिये,

 दिल ही जब हो दर्द तो क्या किजिये।

dard ho dil me to dawa kijiye,

dil hi jab ho dard to kya kijiye.

_______________________________________________

ये नहीं पुछना की दर्द किस ने नहीं दिया, 

वरना कुछ अपने भी शर्मसार हो जाएंगे।

yeh nahi poochna ki dard kis kis ne nahi diya,

warna kuch apne bhi sharmshaar ho jayenge.

_______________________________________________

Dard bhari shayari status

हमने शुहरत बहुत सुनी थी तेरी सखावत की,

 ये नहीं पता था तुम दर्द भी बेहद देते हो।

hamne shuhrat bahut suni thi teri sakhaawat ki,

yeh nahi pata tha tum dard bhi behisaab dete ho.

_______________________________________________

Dard Bhari Shayari In English

dard-shayari


कितनी अच्छी लगती है किसी से मुहब्बत की इब्तिदा,

 दर्द तब होता है जब कोई अपना बना कर बिछड़ जाता है।

kitni acchi lagti hai kisi se muhabbat ki ibtida,

dard tab hota hai jab koi apna bana kar bichad jata hai.

isko bhi padhen.

dosto iske alawa mai ne aur bhi bahut sari posts likhi hain,ek bar aap in posts ko padhnege to apko acha mahsoos hoga, jaise sorry par shayari ,dost par shayari ,maa par shayari, beti par shayari
papa par shayari

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shararat shayari, quotes, status -शरारत शायरी-apnishayeri

Latest zulf shayari, quotes, poetry, status, in hindi |apnishayeri