संदेश

Ruthna,manana shayari, quotes,status|बेस्ट रूठना शायरी |apnishayeri

चित्र
Ruthna manana shayari  Hello dosto mai ne apni is post me ruthne par shayari likhi hai .jab insan kisi se pyar karta hai to ruthna manana laga rahta hai, bina ruthe koi pyar pyar nahi rahta hai na hi pyar me maza ata hai. Ruthe hue mahboob ko manane se muhabbat me aur izafa hojata hai. Mai ne ruthe hue yaar ko mnane ke liye bahut sari shayari likhi hai jisko padh kar apko bahut acha lagega.  Mai ne is article me ruthe mahboob ko manana shayari, pyar me ruthna shayari, ruthe hue ko manana shayari, ruthna manana shayari in hindi , ruthna manana shayari in English , ruthna shayari, ruthna manana shayari for gf, bf etc par post likhi hai.  Agar apko yeh post pasnd aye to dosto me zaroor share karen, aur apne ruthe hue ashiq mashooq ko manane ka naya shayarana andaz apnayen isse apka mahboob jhat se maan jayega .  Ruthna manana quotes in English  Happy new year shayari 2022 तुमको आता नहीं मनाना तो, सर को शाने पे आकर रख देना।?...

Izhar shayari, quotes, status - इजहार पर शायरी -apnishayeri

चित्र
  izhaar hi friends aj mai apke liye bilkul naye andaz me latest izhaar shayari layi hun.  Dosto jab kisi ko pyar hota hai to usko izhaar karna zaroori hojata hai wo samjhta hai ki agar ham samne se izhar nahi karenge to mahboob ko kaise pata lagega, par aisa kuch nahi hota ,kyu ki pyar wo jazba hai jiska ahsaas hamko khud bkhud hojata hai, hamare andar khud hi wo ahsas ajata hai ki banda hamse pyar karta hai insan ke haw bhaw se bhi pata lag jata hai ki koi hamse pyar karta hai. Dosto mai ne pyar ka izhaar karne ka treeqa kuch new andaz me shayari ke roop me kar diya jisse ap pyar ka izhar bhi kar lenge aur sath me shayari bhi ho jayegi,mai ne apni is post me pyar ka izhaar shayari , izhaar shayari, izhaar shayari in hindi, izhaar shayari 2 line, izhaar shayari in English, izhaar quotes, khushi ka izhaar shayari likha hai jisko padh kar apko bahut acha lagega, aap hr post ko akhir tak padha karen aur apne yaar dost mahboob family ko share...

Chand shayari, quotes, status - Hindi shayari on moon-apnishayeri

चित्र
चाँद - chand Aaj ki is post mai ne chaand par shayari, chand shayari in hindi, chand shayari in English , chand se mukhde par shayari, chandni rat par shayari, chand rat par shayari, eid ka chand shayari , chaudahwi ka chand shayari, purdima ke chand par shayari, chand shayari for gf, chand shayari for bf etc par post likhi hai . Jab chand poora hojata hai to kafi khubsurat hojata hai rat ujali ho jati hai aur is poore chaand me aashiq aur mahboob ke romance ka maza ata hai, bade bade shayar apni shayri me poore chaand aur mahboob ka zikr zaroor karte hain, shayar apni shayari me apne mahboob ko chand se zeyada khubsurat batate hain.  Agar aap bhi kisi se pyar karte hain to apne mahboob ki tareef karne ka tareeqa badale , apne andaz me shayari ko layen phir aapke romance me char chand lag jayega , aur apka mahboob ap par pahle se zeyada fida hojayega . To ap apne mahboob ko chand par shayari share karen facebook aur whatsapp par bhi share ka...

Sharab shayari, quotes status, शराब पर शायरी ,apnishayeri

चित्र
Sharab shayari  साकी़ तेरे शराब में अब कुछ नहीं रहा, गहरे हैं ज़ख्म मेरे जो मेरे यार ने दिया। saqi tere sharab me ab kuch nahib raha, gahre hain zakhm mere jo mere yaar ne diya. °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° हम तो जीते हैं की दुनिया में तेरा नाम रहे, कहीं मुमकिन है की साकी़ ना रहे जाम रहे। ham to jeete hain ki duniya me tera naam rahe,  kahin mumkin hai ki saaqi na rahe jaam rahe. °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° गम ए दुनिया भी गम ए यार में शामिल कर लो, नशा बढ़ता है जो शराबें को शरबों में शामिल करलो। gam e duniya bhi gam e yaar me shamil kar lo,  nasha badhta hai jo sharaben ko sharabo me shamil karlo. °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° उनकी आंखें ये कहती फिरती हैं, लोग नाहक शराब पीते हैं। unki anakhen yeh kahti phirti hain,  log naahaq sharab peete hain. °•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•° Sharab par shayari  कोई है शीशा वो शराब में मस्त, कोई है लज़्ज़त ए शबाब में मस्त, मुबतिला हैं सब कहीं न कहीं, मैं भी हूं अपने ख्वाब में मस्त । koi hai shees...